Search results
Saved words
Showing results for "hijrat"
Meaning ofSee meaning hijrat in English, Hindi & Urdu
English meaning of hijrat
Noun, Feminine
-
migration, leaving of country and friends
Example • Quamon ke ek maqam se dusre maqam par hijrat ke bahut se waqiyat milte hain,
- migration of the holy Prophet from Mecca to Medina
- get away, escape
- separation
Sher Examples
shikam kī aag liye phir rahī hai shahr-ba-shahr
sag-e-zamāna haiñ ham kyā hamārī hijrat kyā
shikam ki aag liye phir rahi hai shahr-ba-shahr
sag-e-zamana hain hum kya hamari hijrat kya
jahāñ jo thā vahīñ rahnā thā us ko
magar ye log hijrat kar rahe haiñ
jahan jo tha wahin rahna tha us ko
magar ye log hijrat kar rahe hain
maut bar-haq hai to phir maut se Darnā kaisā
ek hijrat hī to hai naql-e-makānī hī to hai
maut bar-haq hai to phir maut se Darna kaisa
ek hijrat hi to hai naql-e-makani hi to hai
हिजरत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
संकट के समय अपनी जन्म-भूमि छोड़कर कहीं दूसरी जगह चले जाना, देश-त्याग, अपने देश को छोड़कर दूसरे देश में बसना
उदाहरण • क़ौमों (समूह) के एक मक़ाम से दूसरे मक़ाम पर हिजरत के बहुत से वाक़िआत मिलते हैं
- मुहम्मद साहब के जीवन की वह घटना जिसमें वे अपनी जन्म-भूमि मक्का का परित्याग करके मदीने चले गये थे। हिजरी सन का आरम्भ उसी समय से चला है
- किसी मुस्लमान का धर्म पर संकट के कारण दूसरी जगह पलायन
- विरह, जुदाई
ہِجرَت کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
-
کسی علاقے شہر یا ملک کو چھوڑ دینا، وطن کو خیرباد کہنا، وطن کو چھوڑ کر کہیں اور چلا جانا، ترک وطن
مثال • قوموں کے ایک مقام سے دوسرے مقام پر ہجرت کے بہت سے واقعات ملتے ہیں
- آنحضرت صلی اللہ علیہ وآلہٰ و سلم کا خدا کے حکم اور ہدایت کے تحت مکے کو چھوڑ کر مدینے جانا
- کسی مسلمان کا دارالکفر (جہاں مسلمانوں کا اپنے مذہب پر عمل پیرا ہونا ناممکن ہو) سے دارالاسلام (جہاں مسلمان امن اور آزادی کے ساتھ دینی فرائض ادا کرسکیں) کی طرف نقل مکانی کرنا
- (کنایۃً) ہجر، فراق، جدائی، مفارقت (خصوصاً احباب سے)
Urdu meaning of hijrat
Roman
- kisii ilaaqe shahr ya mulak ko chho.D denaa, vatan ko Khairbaad kahnaa, vatan ko chho.Dkar kahii.n aur chala jaana, tark-e-vatan
- aa.nhazarat sillii allaah alaihi vaalhaa-o-sallam ka Khudaa ke hukm aur hidaayat ke tahat makke ko chho.Dkar madiine jaana
- kisii muslmaan ka daaraalakfar (jahaa.n muslmaano.n ka apne mazhab par amal paira honaa naamumkin ho) se daar ul-islaam (jahaa.n muslmaan aman aur aazaadii ke saath diinii faraa.iz ada karasken) kii taraf naql-e-makaanii karnaa
- (kanaa.en) hijar, firaaq, judaa.ii, mufaariqat (Khusuusan ahbaab se
Synonyms of hijrat
Antonyms of hijrat
Compound words of hijrat
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazdaar
राज़दार
.راز دار
one who keeps a secret, who keeps a secret, trusty, faithful
[ Zaid mera razdaar tha lekin ab vo hamare mukhalifon se ja ke mil gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sahar
सहर
.سَحَر
time a little before day-break
[ Sahar hote hi insan to kya janwar bhi jaag jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruur
सुरूर
.سُرُور
exhilaration (caused by wine, slight intoxication
[ Nawab ne aaj pahle-pahal pi thi ab unhen jo suroor hua to sabse pahle us dukan se jo chiz kharid ki wo usi sharab ki kai darjan botalen thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darzii
दर्ज़ी
.دَرْزی
tailor, dressmaker
[ Darzi ko ilzam dete aur kahte ki gareban usne banaya hi nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraasar
सरासर
.سَراسَر
all, the whole, wholly, from end to end, from beginning to end
[ Ghalti sarasar uski thi jo adalat mein muddayi bana hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraayat
सरायत
.سَرایَت
penetration, absorption, effect influence
[ Naqli dawa ka zahr mariz ki rag-rag mein sarayat kar gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
surKHaab
सुरख़ाब
.سُرْخاب
ruddy shelduck, Anas casarca, a species of lark
[ Surkhab ke nar aur mada din bhar sath rahte hain aur raat aane par alahida ho jaate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vird
विर्द
.وِرْد
self-imposed daily task or service, chant
[ Jannat ke khwahishmand log ek hazar gayatriyon ka vird kiya karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saraab
सराब
.سَراب
a vapour resembling the sea at a distance (formed by the rays of the sun or moonlight on a sandy plain)
[ Chulistan ke ye dher ya hamvar maidan dur se sarab ka manzar pesh karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dozaKH
दोज़ख़
.دوزَخ
hell
[ Jannat ya dozakh aadmi ko apne amal ki wajah se milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of hizrat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (hijrat)
hijrat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone