Search results
Saved words
Showing results for "halq"
Meaning ofSee meaning halq in English, Hindi & Urdu
English meaning of halq
Noun, Masculine
- throat, gullet
- the wind pipe
- the fauces
Sher Examples
qibla-o-ka.aba ye to piine pilāne ke haiñ din
aap kyā halq ke darbān bane baiThe haiñ
qibla-o-kaba ye to pine pilane ke hain din
aap kya halq ke darban bane baiThe hain
kyā sharāb-e-nāb ne pastī se paayā hai uruuj
sar chaḌhī hai halq se nīche utar jaane ke ba.ad
kya sharab-e-nab ne pasti se paya hai uruj
sar chaDhi hai halq se niche utar jaane ke baad
utreñge kis ke halq se ye dil-ḳharāsh ghūñT
kis ko payām duuñ ki mire saath aa ke pī
utrenge kis ke halq se ye dil-KHarash ghunT
kis ko payam dun ki mere sath aa ke pi
हल्क़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह जगह जो सांस की नली और मुरी के मध्य है, गला (मुँह के अन्दर का वह भाग जिससे गुज़र कर खाना मेदे तक पहुँचता है और जो सांस का भी रास्ता है), जो कुछ हल्क़ अथवा कंठ में हिलग गया उसका इलाज पानी से करे
- गर्दन, गला (वह भाग जो चेहरे और शरीर को मिलाए)
- (लाक्षणिक) मुँह, ज़बान जूँ शीशा हल्क़ लगन पेट में शराब भरता, वले मद-मस्ती नहीं करता
- सर मुंडाने का कार्य (विशेषतः उमरा और हज के अवसर पर), छीलना, साफ़ करना
- एक वनस्पति अथवा पौधा जिसकी बेल अंगूर की बेल की तरह और अंगूर ही की तरह शाखाएँ और पत्ते भी होते हैं, बाली जंगली अंगूर की तरह आती है, आरंभ में दाना सुर्ख़ अर्थात गहरा लाल होता है फिर काला पड़ जाता है
- पाँच छः झुग्गियों का एक समूह जिसमें एक ख़ानदान या परिवार होता है ऐसी झुग्गियों के पाँच छः समूह एक बड़े ख़ानदान की आकार प्राप्त कर लेते हैं, उन्हें हल्क़ कहते हैं
حَلْق کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- وہ مقام جو دہن نرخرہ اور مری کے درمیان ہے، گلا (منھ کے اندر کا وہ حصہ جس سے گزر کر غذا معدے تک پہنچتی ہے اور جو سانس کا بھی راستہ ہے)، جو کچھ حلق میں ہلگ گیا اس کا علاج پانی سے کرے
- گردن، گلا (وہ حصہ جو چہرے اور بدن کو ملائے)
- (مجازاً) منھ، زبان جوں شیشہ حلق لگن پیٹ میں شراب بھرتا، ولے بدمستی نہیں کرتا
- سر مںڈانے کا عمل (خصوصاً عمرہ اور حج کے موقع پر)، چھیلنا، صاف کرنا
- پانچ چھ جھگیوں کا ایک گروہ جس میں ایک خاندان ہوتا ہے ایسی جھگیوں کے پانچ چھ گروہ ایک بڑے خاندان کی شکل اختیار کر لیتے ہیں، انہیں حلق کہتے ہیں
- ایک روئیدگی جس کی بیل انگور کی بیل کی طرح اور انگور ہی کی طرح شاخیں اور پتے بھی ہوتے ہیں خوشہ جنگلی انگور کی طرح آتا ہے ابتدا میں دانہ سرک ہوتا ہے پھر سیاہ پڑ جاتا ہے
- پانچ چھ جھگیوں کا ایک گروہ جس میں ایک خاندان ہوتا ہے ایسے جھگیوں کے پانچ چھ گروہ ایک بڑے خاندان کی شکل اختیار کر لیتے ہیں، انہیں حلق کہتے ہیں
Urdu meaning of halq
Roman
- vo muqaam jo dahan naraKhraa aur marii ke daramyaan hai, gala (mu.nh ke andar ka vo hissaa jis se guzar kar Gizaa maade tak pahunchtii hai aur jo saans ka bhii raasta hai), jo kuchh halaq me.n halag gayaa is ka i.ilaaj paanii se kare
- gardan, gala (vo hissaa jo chehre aur badan ko milaa.e
- (majaazan) mu.nh, zabaan juu.n shiisha halaq lagan peT me.n sharaab bhartaa, vile madamastii nahii.n kartaa
- sar munDaane ka amal (Khusuusan umaraa aur haj ke mauqaa par), chhiilnaa, saaf karnaa
- paa.nch chhः jhuggiiyo.n ka ek giroh jis me.n ek Khaandaan hotaa hai a.isii jhuggiiyo.n ke paa.nch chhः giroh ek ba.De Khaandaan kii shakl iKhatiyaar kar lete hain, unhe.n halaq kahte hai.n
- ek ro.iidagii jis kii bail anguur kii bail kii tarah aur anguur hii kii tarah shaaKhe.n aur pate bhii hote hai.n Khoshaa janglii anguur kii tarah aataa hai ibatidaa me.n daana sarak hotaa hai phir syaah pa.D jaataa hai
- paa.nch chhः jhuggiiyo.n ka ek giroh jis me.n ek Khaandaan hotaa hai a.ise jhuggiiyo.n ke paa.nch chhः giroh ek ba.De Khaandaan kii shakl iKhatiyaar kar lete hain, unhe.n halaq kahte hai.n
Synonyms of halq
Idioms of halq
Proverbs of halq
Compound words of halq
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of halk
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (halq)
halq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone