Search results
Saved words
Showing results for "hajaamat"
Meaning ofSee meaning hajaamat in English, Hindi & Urdu
English meaning of hajaamat
Noun, Feminine
-
the operation that he performs, tonsure, shaving, haircut
Example • Juma ko log aam taur par ghusl aur hajamat banate hain
- the craft or art of the ḥajjam (barber)
- hairdressing or shaving charge
- a shave
Sher Examples
ye tirī sāda-lauhiyāñ nāseh rañg kisī din lā ke raheñgī
ḳhuub banegī terī hajāmat mil ga.e gar hajjām munāsib
ye teri sada-lauhiyan naseh rang kisi din la ke rahengi
KHub banegi teri hajamat mil gae gar hajjam munasib
ḳhuld meñ bhī hasb-e-ādat va.az farmā.eñge kyā
shaiḳh hūroñ se hajāmat apnī banvā.eñge kyā
KHuld mein bhi hasb-e-adat waz farmaenge kya
shaiKH huron se hajamat apni banwaenge kya
adū kī un ke kūche meñ marammat hone vaalī hai
kisī kī aaj be-paisa hajāmat hone vaalī hai
adu ki un ke kuche mein marammat hone wali hai
kisi ki aaj be-paisa hajamat hone wali hai
हजामत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
सिर या दाढ़ी के बढ़े हुए बाल जिन्हें काटना या मुँड़ाना हो, बाल आदि की सफ़ाई
उदाहरण • जुमा को लोग आम-तौर पर ग़ुस्ल और हजामत बनाते हैं
- दाढ़ी के बाल मूँड़ने या काटने का काम, क्षौर
- बाल बनाने की मजदूरी
- पछने या सिंघी लगवाना
حَجامَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
-
سر یا داڑھی اور مونچھوں کے بالوں کی صفائی اور درستی جو نائی سے کرائی جائے، موتراشی، اصلاح گیسو
مثال • جمعہ کو لوگ عام طور پر غسل اور حجامت بناتے ہیں
- سر، داڑھی اور مونچھوں کے قابل اصلاح بال، سر یا داڑھی کے بڑھے ہوئے بال جنھیں کاٹنا یا تراشنا ہو
- حجامت کی اجرت
- سر، مونچھ یا داڑھی کے بال کاٹنے یا تراشنے کا کام، پچھنے لگانے کا کام
Urdu meaning of hajaamat
- Roman
- Urdu
- sar ya daa.Dhii aur muunchho.n ke baalo.n kii safaa.ii aur durustii jo naa.ii se karaa.ii jaaye, motraashii, islaah gesuu
- sar, daa.Dhii aur muunchho.n ke kaabil islaah baal, sar ya daa.Dhii ke ba.Dhe hu.e baal jinhe.n kaaTnaa ya taraashnaa ho
- hajaamat kii ujrat
- sar, muunchh ya daa.Dhii ke baal kaaTne ya taraashne ka kaam, pichhne lagaane ka kaam
Proverbs of hajaamat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hajamat, English meaning of hazaamat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath dein to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faaqa-kashii
फ़ाक़ा-कशी
.فاقَہ کَشی
starvation
[ Gharib ki faqakashi ek din zaroor rang layegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qivaam
क़िवाम
.قِوام
tobacco's essence eaten with paan
[ Qivaam ko paan mein istemaal karne ke baad use chabane se munh mein khushboo aur tazgi aa jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (hajaamat)
hajaamat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone