Search results
Saved words
Showing results for "habs"
Meaning ofSee meaning habs in English, Hindi & Urdu
English meaning of habs
Noun, Masculine
- a prisoner
- congestion, stoppage
-
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere )
Example • Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha
- (Medical) stoppage of blood, or urine, menopause
- endowment, entail, entailed estate, mortmain - detention retention, inhibition
Sher Examples
sukūt baḌhne lagā hai sadā zarūrī hai
ki jaise habs meñ taaza havā zarūrī hai
sukut baDhne laga hai sada zaruri hai
ki jaise habs mein taza hawa zaruri hai
vo habs thā ki tarastī thī saañs lene ko
so ruuh taaza huī jism se nikalte hī
wo habs tha ki tarasti thi sans lene ko
so ruh taza hui jism se nikalte hi
diloñ meñ talḳhiyāñ phir bhī nazar meñ muskurāhaT ho
balā ke habs meñ bhī ho havā aisā bhī hotā hai
dilon mein talKHiyan phir bhi nazar mein muskurahaT ho
bala ke habs mein bhi ho hawa aisa bhi hota hai
हब्स के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- कारागार या निर्जन में सज़ा के रूप में बंद या नज़रबंद अथवा जेल में रहने की स्थिति, क़ैद
- क़ैद-ख़ाना, कारागार, जेल
-
वह अवस्था जो गर्मी के मौसम या बरसात में हवा के बंद हो जाने से पैदा होती है, उमस, घुटन, घमस
उदाहरण • गर्मियों के मौसम में एक शाम थी और फ़ज़ा (वातावरण) में बड़ा हब्स हो रहा था
- रुकना, बचे रहना (किसी काम के करने से)
-
(चिकित्सा) रतूबात-ए-जिस्म अर्थात शरीर की तरलता या गीलेपन का बंद करना या होना ख़ून पेशाब इत्यादि की बंदिश अर्थात रोक और रुकावट
विशेष • रतूबात= रुतूबत (आद्रता) का बहुवचन
-
साँस रोकने या साँस रोक कर वज़ीफ़ा पढ़ने अर्थात जपने का काम या अवधि
विशेष • वज़ीफ़ा= प्रतिदिन पढ़ी जाने वाली दुआएँ
حَبْس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- زندان یا خرابے میں سزا کے طور پر بند یا نظر بند رہنے کی حالت قید، اسیری
- قید خانہ، زندان، جیل
-
وہ کیفیت جو موسم گرما یا برسات میں ہوا کے بند ہو جانے سے پیدا ہوتی ہے، امس، گھٹن، گھمس
مثال • گرمیوں کے موسم کی ایک شام تھی اور فضا میں بڑا حبس ہو رہا تھا
- رکنا، باز رہنا (کسی کام کے کرنے سے)
- (طب) رطوبات جسم کا بند کرنا یا ہونا، خون پیشاب وغیرہ کی بندش اور رکاوٹ
- سانس روکنے یا سانس روک کر وظیفہ پڑھنے کا کام یا مدت
Urdu meaning of habs
- Roman
- Urdu
- zindaa.n ya Kharaabe me.n sazaa ke taur par band ya nazarband rahne kii haalat qaid, asiirii
- qaidKhaanaa, zindaa.n, jel
- vo kaifiiyat jo mausim-e-garma ya barsaat me.n hu.a ke band ho jaane se paida hotii hai, ams, ghuTan, ghamas
- ruknaa, baaz rahnaa (kisii kaam ke karne se
- (tibb) ratuubaat jism ka band karnaa ya honaa, Khuun peshaab vaGaira kii bandish aur rukaavaT
- saans rokne ya saans rok kar vaziifa pa.Dhne ka kaam ya muddat
Synonyms of habs
Compound words of habs
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (habs)
habs
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone