Search results
Saved words
Showing results for "haashiya"
Meaning ofSee meaning haashiya in English, Hindi & Urdu
English meaning of haashiya
Sher Examples
matn meñ to jurm sābit hai magar
hāshiya saare kā saarā aur hai
matn mein to jurm sabit hai magar
hashiya sare ka sara aur hai
badan pe hāshiya likhnā nigāh par tafsīr
muqallidīn haiñ shoḳhī ke apnī shaiḳh ka.ī
badan pe hashiya likhna nigah par tafsir
muqallidin hain shoKHi ke apni shaiKH kai
matn-e-zīst to saarā be-numūd lagtā hai
dard-e-be-nihāyat kā hāshiya na hone se
matn-e-zist to sara be-numud lagta hai
dard-e-be-nihayat ka hashiya na hone se
हाशिया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- कपड़े या काग़ज़ इत्यादि के किनारे की पट्टी या छपे हुए पृष्ठ, पृष्ठ या सतह के चारों ओर छोड़ी हुई सादा जगह
-
मत्न-ए-किताब के किसी अंश से संबंधित व्याख्या, याददाश्त या नोट जो किताब में उसके हाशिए पर या किसी और जगह दर्ज किया जाए, फ़ुट नोट
विशेष • मत्न-ए-किताब= पुस्तक का मूल लेख जिसकी टीका की जाए
-
बेल-बूटे, जदवल या गोट जो कपड़े या क़ालीन इत्यादि के किनारों पर हो
विशेष • जदवल= पुस्तक के चारों ओर का हाशिया
- किसी इमारत की दीवारों से संबद्ध या फ़र्श के चारों ओर बनी हुई पट्टी
- पेड़ों या झाड़ियों की बाढ़ जो बाग़ों के चारों ओर उनकी सुरक्षा के लिए लगाई जाती है
- किसी बात में अपनी ओर से बढ़ोतरी, वचन उद्धृत करने के अवसर पर अतिश्योक्ति
- (विज्ञान) सूर्य की कक्षा की सबसे ऊपरी तह
- (गणित) किसी अंक के आरंभ या अंत की संख्या
- टीका या भाष्य की व्याख्या
- किनारा, सरहद, सिरा, चारों ओर के पट्टे
حاشِیَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کپڑے یا کاغذ وغیرہ کے کنارے کی پٹّی یا چھپے ہوئے صفحے، ورق یا سطح کے چاروں طرف چھوڑی ہوئی سادہ جگہ
- متن کتاب کے کسی حصے سے متعلق شرح، یاد داشت یا نوٹ جو کتاب میں اس کے حاشیے پر یا کسی اور جگہ درج کیا جائے، فٹ نوٹ
- بیل بوٹے، جدول یا گوٹ جو کپڑے یا قالین وغیرہ کے کناروں پر ہو
- کسی عمارت کی دیواروں سے ملحق یا فرش کے چو طرفہ بنی ہوئی پٹی
- درختوں یا جھاڑیوں کی باڑھ جو باغوں کے ارد گرد ان کی حفاظت کے لیے لگائی جاتی ہے
- کسی بات میں اپنی طرف سے اضافہ، نقل قول کے موقع پر مبالغہ آرائی
- (سائنس) سورج کی فضا کی سب سے اوپری تہ
- (ریاضی) کسی عدد کے اوّل یا آخر کا عدد
- شرح کی شرح
- کنارہ، سرحد، سرا، چوطرفہ پٹی
Urdu meaning of haashiya
- Roman
- Urdu
- kap.De ya kaaGaz vaGaira ke kinaare kii paTTii ya chhipe hu.e safe, varq ya satah ke chaaro.n taraf chho.Dii hu.ii saadaa jagah
- matan kitaab ke kisii hisse se mutaalliq sharah, yaadadaasht ya noT jo kitaab me.n is ke haashii.e par ya kisii aur jagah darj kiya jaaye, fuT noT
- bail buuTe, jaduul ya goT jo kap.De ya qaaliin vaGaira ke kinaaro.n par ho
- kisii imaarat kii diivaaro.n se mulhiq ya farsh ke chautarafa banii hu.ii paTTii
- daraKhto.n ya jhaa.Diiyo.n kii baa.Dh jo baaGo.n ke irdagird in kii hifaazat ke li.e lagaa.ii jaatii hai
- kisii baat me.n apnii taraf se izaafa, naqal qaul ke mauqaa par mubaalaGa aaraa.ii
- (saa.iins) suuraj kii fizaa kii sab se u.uprii taa
- (riyaazii) kisii adad ke avval ya aaKhir ka adad
- sharah kii sharah
- kinaaraa, sarhad, siraa, chautarafa paTTii
Synonyms of haashiya
Antonyms of haashiya
Idioms of haashiya
Compound words of haashiya
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hashiya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hal
हल
.حَل
solution (of a knotty problem), resolution
[ Har masle ka koi na koi hal zaroor hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malhuuz
मलहूज़
.مَلحُوظ
contemplated, regarded, considered
[ Koi kaam karo lekin dusron ka khayal bhi malhuz rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istilaah
इस्तिलाह
.اِصْطِلاح
technical term, terminology, term
[ Lughat aur farhang hi wo zariya hain jin mein istilahon ke mani va mafhum bataye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatl
क़त्ल
.قَتْل
murder, killing
[ Insani qatl ko baaz auqaat do suraton mein taqsim kar diya jata hai yani iradatan aur ghair-iradatan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashtii
कश्ती
.کَشْتی
ship, vessel, boat
[ Hukm ki der thi ki maujon ka ek aisa thapeda aaya ki kashti tukde-tukde ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
libaas
लिबास
.لِباس
clothes, dress, attire
[ Shadi haal mein dulhan ke ghar ke sabhi log umda aur khubsurat libas mein maujood the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahluul
महलूल
.مَحْلُول
dissolved, solution
[ Chini aur pani ka mahlool sharbat kahlata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaf
लिहाफ़
.لِحاف
quilt, blanket, quilted counterpane
[ Lihaf ke andar munh dhank kar sona tib ki roo se mana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafaalat
कफ़ालत
.کَفالَت
protector, patron
[ Karkunon ki giraftari ki surat mein unke mutalleqin (relatives) ki kafalat ke liye funds nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaz
लिहाज़
.لِحاظ
respect, advertence
[ Muzammil ab bhi jalvat (public place) va khalvat (loneliness) mein unse lihaz baratta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (haashiya)
haashiya
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone