Search results
Saved words
Showing results for "gunaah"
Meaning ofSee meaning gunaah in English, Hindi & Urdu
English meaning of gunaah
Sher Examples
koī samjhe to ek baat kahūñ
ishq taufīq hai gunāh nahīñ
koi samjhe to ek baat kahun
ishq taufiq hai gunah nahin
yuuñ zindagī guzār rahā huuñ tire baġhair
jaise koī gunāh kiye jā rahā huuñ maiñ
yun zindagi guzar raha hun tere baghair
jaise koi gunah kiye ja raha hun main
dil meñ kisī ke raah kiye jā rahā huuñ maiñ
kitnā hasīñ gunāh kiye jā rahā huuñ maiñ
dil mein kisi ke rah kiye ja raha hun main
kitna hasin gunah kiye ja raha hun main
गुनाह के हिंदी अर्थ
گُناہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- خطا، قصور، لغزش
- ایسا فعل جس کا کرنے والا مستحق سزا ہو، جرم، ناپسندیدہ فعل، فعلِ ممنوعہ، بُری بات
- (شرع) ایسا فعل کرنا جو شرعاً ممنوع ہو اور کرنے والا عذاب کا مستوجب ہو، اوامر اور نواہی کی خلاف ورزی کرنا، نافرمانی کرنا
- (طریقت) اپنے آپ کو دنیا میں منہمک رکھنا اور حق سے غافل ہونا
- (حقیقت) اپنے وجود کو اور حق کے وجود کو علیٰحدہ علیٰحدہ سمجھنا
- (معرفت) علمِ غیریت باقی رہنا
- عاشق کا اپنی خودی اور استحقاق کو معشوق کے روبرو ظاہر کرنا
Urdu meaning of gunaah
Roman
- Khataa, qasuur, laGzish
- a.isaa pheal jis ka karne vaala mustahiq sazaa ho, jurm, naapsandiidaa pheal, phaul-e-mamnuu.aa, burii baat
- (shira) a.isaa pheal karnaa jo sharaN mamnuu ho aur karne vaala azaab ka mustuujib ho, avaamir aur navaahii kii Khilaafavarzii karnaa, naafarmaanii karnaa
- (tariiqat) apne aap ko duniyaa me.n munahmik rakhnaa aur haq se Gaafil honaa
- (haqiiqat) apne vajuud ko aur haq ke vajuud ko alyaahdaa alyaahdaa samajhnaa
- (maarfat) ilm-e-Gairiyat baaqii rahnaa
- aashiq ka apnii Khudii aur istihqaaq ko maashuuq ke ruubaruu zaahir karnaa
Synonyms of gunaah
Proverbs of gunaah
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of gunah
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (gunaah)
gunaah
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone