Search results
Saved words
Showing results for "gumnaam"
Meaning ofSee meaning gumnaam in English, Hindi & Urdu
English meaning of gumnaam
Sher Examples
chhupe haiñ laakh haq ke marhale gum-nām hoñToñ par
usī kī baat chal jaatī hai jis kā naam chaltā hai
chhupe hain lakh haq ke marhale gum-nam honTon par
usi ki baat chal jati hai jis ka nam chalta hai
sham.a jis aag meñ jaltī hai numā.ish ke liye
ham usī aag meñ gum-nām se jal jaate haiñ
shama jis aag mein jalti hai numaish ke liye
hum usi aag mein gum-nam se jal jate hain
गुमनाम के हिंदी अर्थ
विशेषण
- जिसे या जिसका नाम कोई न जानता हो, अप्रसिद्ध, अज्ञात
- जिसका नाम न मालूम हो
- जिसका नाम कोई न जानता हो या जो अपना परिचय गुप्त रखना चाहता हो
- बिना नाम का (लेख या पत्र) जिसपर लिखने या भेजने वाले का नाम न हो, जिसमें किसी का नाम न लिखा हो, बिना नाम का, अज्ञातनाम, जैसे: गुमनाम पत्र, गुमनाम शिकायत
- घोड़े का एक रोग जो घोड़े के पेशाब के स्थान पर हो जाती है, इसमें सूजन हो कर दाने निकल आते हैं और बहुत खुजली होती है
گُمنام کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- غیر مشہور، غیر معروف
- جس کا نام یا شناخت نہ معلوم ہو
- جسے کوئی نہ جانتا ہو یا جو اپنے نام کو چھپائے
- بے نام و نشان، جس پر کوئی نام اور پتا نہ ہو، نامعلوم، جس کا کوئی اتا پتا نہ ہو، جس کا سراغ نہ لگ سکے
- گھوڑے کی ایک بیماری جو گھوڑے کے پیشاب کے مقام پر ہو جاتی ہے، اس میں ورم ہو کر دانے نکل آتے ہیں اور شدید خارش ہوتی ہے، بدنام، خنام
Urdu meaning of gumnaam
- Roman
- Urdu
- Gair mashhuur, Gair maaruuf
- jis ka naam ya shanaaKht na maaluum ho
- jise ko.ii na jaantaa ho ya jo apne naam ko chhupaa.e
- benaam-o-nishaan, jis par ko.ii naam aur pata na ho, naamaaluum, jis ka ko.ii ata pata na ho, jis ka suraaG na lag sake
- gho.De kii ek biimaarii jo gho.De ke peshaab ke muqaam par ho jaatii hai, is me.n varm ho kar daane nikal aate hai.n aur shadiid Khaarish hotii hai, badnaam, Khanaam
Related searched words
Showing search results for: English meaning of gumnam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
hostility, malice, enmity, animosity
[ Ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koi kahan hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aarii
'आरी
.عاری
free (from), empty
[ Koi aql se aari bhale hi ho pet se khali nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aariz
'आरिज़
.عارِض
side of the face, cheeks
[ Shayar ne mahboob ke aariz ki tarif mein zamin aur asman ek kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibrat
'इबरत
.عِبْرَت
one from whom a lesson can be learnt
[ Burayi ka anjam kabhi-kabhi bura bhi hota hai hamen usse ibrat hasil karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faal
फ़ाल
.فَال
omen, augury, presage with the help of some occult, etc. book
[ Aurton ki baayen aankh phadakna achcha faal mana jata hai jabki mardon ki baayen aankh phadakna bura faal mana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHavaatiin
ख़वातीन
.خَواتِین
ladies, women
[ Barsaat, dhoop vaghaira mein shahri khavatin chatri ka istemaal karti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ajab
'अजब
.عَجَب
astonishing, strange, extraordinary
[ Mulk ke siyasi halat ne ajab mod le liya hai kuchh kaha nahin ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraa.im
जराइम
.جَرائِم
crimes, offences, faults, sins
[ Aajkal muashare mein jaraim bahut zyada badh gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ubuur
'उबूर
.عُبُور
crossing a stretch of land or water
[ Zindagi mein kabhi-kabhi mushkilat ka dariya bhi uboor karna padta hai isse ghabrana nahin chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (gumnaam)
gumnaam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone