Search results
Saved words
Showing results for "gul-e-baazii"
Meaning ofSee meaning gul-e-baazii in English, Hindi & Urdu
English meaning of gul-e-baazii
Noun, Masculine
- game of flowers
Sher Examples
falak ke hāthoñ jidhar muñh uThā.e jaatā huuñ
udhar se juuñ gul-e-bāzī tapāñcha khātā huuñ
falak ke hathon jidhar munh uThae jata hun
udhar se jun gul-e-bazi tapancha khata hun
qarār ik jā nazar aatā nahīñ hai be-qarārī meñ
gul-e-bāzī kī sūrat phirte haiñ bas maare maare ham
qarar ek ja nazar aata nahin hai be-qarari mein
gul-e-bazi ki surat phirte hain bas mare mare hum
khel hai bāzīcha-e-shām-o-sahar mere liye
do gul-e-bāzī haiñ ye shams o qamar mere liye
khel hai bazicha-e-sham-o-sahar mere liye
do gul-e-bazi hain ye shams o qamar mere liye
गुल-ए-बाज़ी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वो फूल जिस से गुल बाज़ी का खेल खेला जाये
- एक खेल जिस में दो नवजवान आमने सामने एक गुलाब या गेंदे का फूल लेकर चंद क़दम के दूरी पर खड़े हो जाते हैं ये उस पर फेंकता है वो इस पर, इस तरह अदल बदल होती रहती है जिस के हाथ से फूल गिरता है वो हार जाता है
- एक खेल जिस में लड़के सलीक़े से एक तरफ़ हो बैठते हैं, इन में से कोई एक लड़का पूछता है कि फूल में फूल काहे का, इस के पास बैठा हुआ लड़का जवाब देता है, आम, गेहूं, चना, बेला, चमेली वग़ैरा का, सारे लड़के बारी बारी पूछते हैं और जवाब देते हैं, ख़्याल रखा जाता है कि कांटेदार फूल का नाम ना लिया जाये अगर किसी लड़के ने ग़लती की और कांटेदार पेड़ के फूल का नाम ले लिया तो सब लड़के उस लड़के को ख़ूब चपत्याते हैं
گُلِ بازی کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- وہ پھول جس سے گُل بازی کا کھیل کھیلا جائے
- ایک کھیل جس میں دو نواجون آمنے سامنے ایک گلاب یا گیندے کا پھول لے کر چند قدم کے فاصلے پر کھڑے ہو جاتے ہیں، یہ اس پر پھینکتا ہے وہ اس پر، اس طرح ادل بدل ہوتی رہتی ہے، جس کے ہاتھ سے پھول گرتا ہے وہ ہار جاتا ہے
- ایک کھیل جس میں لڑکے سلیقے سے ایک طرف ہو بیٹھتے ہیں، ان میں سے کوئی ایک لڑکا پوچھتا ہے کہ پھول میں پھول کاہے کا؟ اس کے پاس بیٹھا ہوا لڑکا جواب دیتا ہے، آم، گیہوں، چنا، بیلا، چمیلی وغیرہ کا، تمام لڑکے باری باری پوچھتے ہیں اور جواب دیتے ہیں، خیال رکھا جاتا ہے کہ کانٹے دار پھول کا نام نہ لیا جائے، اگر کسی لڑکے نے غلطی کی اور کانٹے دار درخت کے پھول کا نام لے لیا، تو سب لڑکے اس لڑکے کو خوب چپتیاتے ہیں
Urdu meaning of gul-e-baazii
Roman
- vo phuul jis se gul baazii ka khel khelaa jaaye
- ek khel jis me.n do nav ujaun aamne saamne ek gulaab ya gende ka phuul lekar chand qadam ke faasle par kha.De ho jaate hain, ye is par phenktaa hai vo is par, is tarah adal badal hotii rahtii hai, jis ke haath se phuul girtaa hai vo haar jaataa hai
- ek khel jis me.n la.Dke saliiqe se ek taraf ho baiThte hain, in me.n se ko.ii ek la.Dkaa puuchhtaa hai ki phuul me.n phuul kaahai ka? is ke paas baiThaa hu.a la.Dkaa javaab detaa hai, aam, gehuun, chanaa, bailaa, chamelii vaGaira ka, tamaam la.Dke baarii baarii puuchhte hai.n aur javaab dete hain, Khyaal rakhaa jaataa hai ki kaanTedaar phuul ka naam na liyaa jaaye, agar kisii la.Dke ne Galatii kii aur kaanTedaar daraKht ke phuul ka naam le liyaa, to sab la.Dke us la.Dke ko Khuub chapatyaate hai.n
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of gulebaaji, English meaning of gulebaazee
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (gul-e-baazii)
gul-e-baazii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone