Search results
Saved words
Showing results for "gosha-guzii.n"
Meaning ofSee meaning gosha-guzii.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of gosha-guzii.n
Adjective
- ascetic, fond of seclusion
Sher Examples
māñda ke takiya jo gosha-guzīñ vahī haiñge zamāna meñ ahl-e-yaqīñ
koī saltanat us ko pahuñchtī nahīñ sar-o-sāya-e-bāl-e-humā kī qasam
manda ke takiya jo gosha-guzin wahi hainge zamana mein ahl-e-yaqin
koi saltanat us ko pahunchti nahin sar-o-saya-e-baal-e-huma ki qasam
agarche gosha-guzīñ huuñ maiñ shā.iroñ meñ 'mīr'
pa mere shor ne rū-e-zamīñ tamām liyā
agarche gosha-guzin hun main shairon mein 'mir'
pa mere shor ne ru-e-zamin tamam liya
mizāj-e-dil mirā gosha-guzīñ hai
zamāne kī nazar meñ nak-chaḌhā huuñ
mizaj-e-dil mera gosha-guzin hai
zamane ki nazar mein nak-chaDha hun
गोशा-गुज़ीं के हिंदी अर्थ
विशेषण
- तन्हाई में रहने वाला, ख़लवतनशीं, सब से अलग रहने वाला, वैरागी, संन्यासी
گوشَہ گُزِیں کے اردو معانی
Roman
صفت
- تنہائی میں رہنے والا، خلوت نشیں، سب سے الگ رہنے والا، تارک الدنیا
Urdu meaning of gosha-guzii.n
Roman
- tanhaa.ii me.n rahne vaala, Khalavatanshiin, sab se alag rahne vaala, taarik- u.ud-duniyaa
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of goshagujin, English meaning of goshaguzeen
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (gosha-guzii.n)
gosha-guzii.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone