Search results
Saved words
Showing results for "Gilaaf"
Meaning ofSee meaning Gilaaf in English, Hindi & Urdu
English meaning of Gilaaf
Sher Examples
utaar pheñk de ḳhush-fahmiyoñ ke saare ġhilāf
jo shaḳhs bhuul gayā us ko yaad kyā rakhnā
utar phenk de KHush-fahmiyon ke sare ghilaf
jo shaKHs bhul gaya us ko yaad kya rakhna
go bahs kar ke baat bi.Thā.ī bhī kyā husūl
dil se uThā ġhilāf agar tū uThā sake
go bahs kar ke baat biThai bhi kya husul
dil se uTha ghilaf agar tu uTha sake
maiñ us ke saare naqā.is use batā dūñgā
anā kā apne badan se judā ġhilāf kare
main us ke sare naqais use bata dunga
ana ka apne badan se juda ghilaf kare
ग़िलाफ़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ख़ौल, उपर की खाल
- पुरुषेंद्रिय के उपर की खाल
- (चौपाए) वह झिल्ली, कपड़ा या खाल जिस से कोई ढका हुआ हो
- परत या तह, उपरी स्तर या सतह
- किसी वस्तु के ढाँकने का कपड़ा, तकिया आदि के उपर चढ़ाने का कपड़ा
- पलंग-पोश या चादर, रज़ाई, लिहाफ़, पोशिश
- तलवार या ख़ंजर आदि रखने का ख़ौल, मियान, नियाम, ख़ंजर रखने का ख़ौल, तलवार रखने का ख़ौल
- वह आवरण जो हर साल ख़ाना-ए-ख़ाबा पर चढ़ाई जाती है
- किसी साधू या ऋषि की क़ब्र या मज़ार को ढाँकने वाली चादर या कपड़ा
- जुज़दान, आवरण, पुस्तक आदि रखने का थैला या कपड़ा, बस्ता
- आइना आदि ढकने का कपड़ा
غِلاف کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- خول، اوپر پردہ، پوشش
- حشفہ کے اوپر کی کھال
- (حیوانات) وہ جھلی، نسیج یا کھال جس سے کوئی عضو ڈھکا ہوا ہو
- پرت یا تہہ، بالائی سطح
- کسی شے کے ڈھانکنے کی پوشش، تکیہ وغیرہ کے اوپرچڑھانے کا کپڑا
- بالا پوش، رضائی، لحاف، پوشش
- تلوار اور خنجر وغیرہ رکھنے کا خول، میان، نیام، خنجر کی پوشش، شمشیر پوش
- وہ پوشش جو ہر سال خانہ کعبہ پر چڑھائی جاتی ہے
- کسی بزرگ کی قبر یا روضے کو ڈھانکنے والی چادر یا کپڑا
- جزدان، کتاب وغیرہ رکھنے کا تھیلا یا کپڑا، بستہ
- آئینہ وغیرہ کی پوشش
- چھتری کی کپڑے کی پوشش
Urdu meaning of Gilaaf
Roman
- Khaul, u.upar parda, poshish
- hashafa ke u.upar kii khaal
- par ya tahaa, baalaa.ii satah
- kisii shaiy ke Dhaa.nkne kii poshish, takiya vaGaira ke u.upar cha.Dhaane ka kap.Daa
- baala posh, razaa.ii, lihaaf, poshish
- talvaar aur Khanjar vaGaira rakhne ka Khaul, miyaan, nayaam, Khanjar kii poshish, shamshiir posh
- vo poshish jo har saal Khaamaa kaaabaa par cha.Dhaa.ii jaatii hai
- kisii buzurg kii qabr ya roze ko Dhaa.nkne vaalii chaadar ya kap.Daa
- juzdaan, kitaab vaGaira rakhne ka thailaa ya kap.Daa, basta
- aa.iina vaGaira kii poshish
- chhatrii kii kap.De kii poshish
Synonyms of Gilaaf
Proverbs of Gilaaf
Rhyming words of Gilaaf
Compound words of Gilaaf
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ghilaaf, English meaning of ghilaf
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (Gilaaf)
Gilaaf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone