Search results
Saved words
Showing results for "ghabraayaa"
Meaning ofSee meaning ghabraayaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ghabraayaa
- nervous
Sher Examples
vaqt-e-ruḳhsat aa gayā dil phir bhī ghabrāyā nahīñ
us ko ham kyā kho.eñge jis ko kabhī paayā nahīñ
waqt-e-ruKHsat aa gaya dil phir bhi ghabraya nahin
us ko hum kya khoenge jis ko kabhi paya nahin
tirī tasvīr to va.ade ke din khiñchne ke qābil hai
ki sharmā.ī huī āñkheñ haiñ ghabrāyā huā dil hai
teri taswir to wade ke din khinchne ke qabil hai
ki sharmai hui aankhen hain ghabraya hua dil hai
aag jañgal meñ lagī hai duur dariyāoñ ke paar
aur koī shahr meñ phirtā hai ghabrāyā huā
aag jangal mein lagi hai dur dariyaon ke par
aur koi shahr mein phirta hai ghabraya hua
Urdu meaning of ghabraayaa
Roman
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darj
दर्ज
.دَرْج
(in a register or a book) entry, insertion
[ Apke kaamon se mutaalliq tamam hidayaten is kitabche mein darj hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dabaazat
दबाज़त
.دَبازَت
thickness, denseness
[ Wo kaghaz jiski dabazat ek inch ka bees hazarvan hissa ho chhapayi waghaira ke liye bilkul mauzoon hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarmaaya-daar
सरमाया-दार
.سَرْمایَہ دار
capitalist, rich, wealthy
[ Sarmayadar aajkal banking ke karobar mein bhi utar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
idaarat
इदारत
.اِدارَت
editorship of a newspaper or journal
[ Urdu ka mashhoor risala 'shayer' barson Ejaz Siddiqi ki idarat mein nikalta raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pidar
पिदर
.پِِدَر
father
[ Bachche jab bolna sikhen to unhen pidar ka name batana yaad kara dena chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baar-bardaar
बार-बरदार
.بار بَردْار
beast of burden, tranter
[ Zyada paison ki lalach mein jo log Arab mamalik mein ja nikalte hain wahan unhen kabhi bhi baar-bardar ka kaam bhi karna pad sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dabiiz
दबीज़
.دَبِیز
thick, strong (sheet or layer)
[ Garmiyon mein darwazon par dabeez parde daal diye jayen to garmi ka ehsas kam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruudaad
रूदाद
.رُوداد
presenting an appearance, occurence, incident
[ Sari rudad sun kar hi malik gharib ki madad karne par razi ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darbaar
दरबार
.دَرْبار
royal court or audience hall, court of a noble, court
[ Badshahon ke darbar mein riaaya bhi maujood hoti thi aur badshah sabki mushkilen sunta tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taraddud
तरद्दुद
.تَرَدُّد
perplexity, anxious consideration, anxiety, trouble (of mind)
[ Naushad ke bukhar ko dekh kar mujhe taraddud hone laga hai ki koi pechida bimari na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ghabraya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ghabraayaa)
ghabraayaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone