Search results
Saved words
Showing results for "gahan"
Meaning ofSee meaning gahan in English, Hindi & Urdu
English meaning of gahan
Noun, Masculine
- eclipse
- (metaphorically) stain, spot, blemish
- darkness, lowness
Sher Examples
aayā thā mere paas vo kuchh der ke liye
sūraj magar gahan meñ bahut der tak rahā
aaya tha mere pas wo kuchh der ke liye
suraj magar gahan mein bahut der tak raha
gahan se chāñd nikaltā hai kis tarah dekheñ
naqāb ko ruḳh-e-raushan se khol-khāl ke pheñk
gahan se chand nikalta hai kis tarah dekhen
naqab ko ruKH-e-raushan se khol-khaal ke phenk
گَہَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- چاند یا سورج کا جزوی یا کلّی طور پر تاریک ہو جانا، بدر کے وقت اگر زمین سورج اور چاند کے درمیان آ جائے تو زمین کا سایہ چاند پر پڑتا ہے اور سارا چاند یا اس کا کچھ حصّہ سیاہ ہو جاتا ہے یہ چاند گرہن یا خسوف کہلاتا ہے، اگر ہلال کے وقت چاند زمین اور سورج کے درمیان آجائے تو سورج یا اس کا کچھ حصّہ سیاہ ہو جاتا ہے یہ سورج گرہن یا کسوف کہلاتا ہے (پرانے زمانے کے ہندوؤں کا خیال تھا کہ راہو چاند یا سورج کو پکڑ لیتا ہے تو گہن ہوتا ہے)
- (مجازاً) داغ، عیب، کلنک، دھبّا
- تاریکی، پستی
Urdu meaning of gahan
- Roman
- Urdu
- chaand ya suuraj ka juzvii ya kalii taur par taariik ho jaana, badar ke vaqt agar zamiin suuraj aur chaand ke daramyaan aa jaaye to zamiin ka saayaa chaand par pa.Dtaa hai aur saaraa chaand ya is ka kuchh hissaa syaah ho jaataa hai ye chaand grhaN ya Khusuuf kahlaataa hai, agar hilaal ke vaqt chaand zamiin aur suuraj ke daramyaan aajaa.e to suuraj ya is ka kuchh hissaa syaah ho jaataa hai ye suuraj grhaN ya kusuuf kahlaataa hai (puraane zamaane ke hinduu.o.n ka Khyaal tha ki raahuu chaand ya suuraj ko paka.D letaa hai to gahan hotaa hai
- (majaazan) daaG, a.ib, kalank, dhabbaa
- taariikii, pastii
Synonyms of gahan
Idioms of gahan
Proverbs of gahan
Rhyming words of gahan
Compound words of gahan
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
hostility, malice, enmity, animosity
[ Ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koi kahan hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aarii
'आरी
.عاری
free (from), empty
[ Koi aql se aari bhale hi ho pet se khali nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aariz
'आरिज़
.عارِض
side of the face, cheeks
[ Shayar ne mahboob ke aariz ki tarif mein zamin aur asman ek kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibrat
'इबरत
.عِبْرَت
one from whom a lesson can be learnt
[ Burayi ka anjam kabhi-kabhi bura bhi hota hai hamen usse ibrat hasil karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faal
फ़ाल
.فَال
omen, augury, presage with the help of some occult, etc. book
[ Aurton ki baayen aankh phadakna achcha faal mana jata hai jabki mardon ki baayen aankh phadakna bura faal mana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHavaatiin
ख़वातीन
.خَواتِین
ladies, women
[ Barsaat, dhoop vaghaira mein shahri khavatin chatri ka istemaal karti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ajab
'अजब
.عَجَب
astonishing, strange, extraordinary
[ Mulk ke siyasi halat ne ajab mod le liya hai kuchh kaha nahin ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraa.im
जराइम
.جَرائِم
crimes, offences, faults, sins
[ Aajkal muashare mein jaraim bahut zyada badh gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ubuur
'उबूर
.عُبُور
crossing a stretch of land or water
[ Zindagi mein kabhi-kabhi mushkilat ka dariya bhi uboor karna padta hai isse ghabrana nahin chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (gahan)
gahan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone