Search results
Saved words
Showing results for "farozaa.n"
Meaning ofSee meaning farozaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of farozaa.n
Sher Examples
charāġh-e-zindagī hogā farozāñ ham nahīñ hoñge
chaman meñ aa.egī fasl-e-bahārāñ ham nahīñ hoñge
charagh-e-zindagi hoga farozan hum nahin honge
chaman mein aaegi fasl-e-bahaaran hum nahin honge
in meñ lahū jalā ho hamārā ki jaan o dil
mahfil meñ kuchh charāġh farozāñ hue to haiñ
in mein lahu jala ho hamara ki jaan o dil
mahfil mein kuchh charagh farozan hue to hain
hazār sham.a farozāñ ho raushnī ke liye
nazar nahīñ to añdherā hai aadmī ke liye
hazar shama farozan ho raushni ke liye
nazar nahin to andhera hai aadmi ke liye
kin shahīdoñ ke lahū ke ye farozāñ haiñ charāġh
raushnī sī jo hai zindāñ ke har ik rauzan meñ
kin shahidon ke lahu ke ye farozan hain charagh
raushni si jo hai zindan ke har ek rauzan mein
bujhte hue charāġh farozāñ kareñge ham
tum aaoge to jashn-e-charāġhāñ kareñge ham
bujhte hue charagh farozan karenge hum
tum aaoge to jashn-e-charaghan karenge hum
फ़रोज़ाँ के हिंदी अर्थ
فَروزاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
-
روشن، منور، چمکتا ہوا، سوزاں، چمکدار
مثال • جوئے خوں آنکھوں سے بہنے دو کہ ہے شامِ فراقمیں یہ سمجھوں گا کہ شمعیں دو فروزاں ہو گئیں (۱۸۶۹، غالب ، د ، ۱۹۱) . حریمِ مصطفیٰ کے بام و در جس سےفروزاں تھےمرے اُجڑے شبستاں میں اُسی مشعل کی ضو لانا
Urdu meaning of farozaa.n
- Roman
- Urdu
- roshan, munavvar, chamaktaa hu.a, sozaan, chamakdaar
Compound words of farozaa.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of farojaan, English meaning of farojan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sada lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutma.in
मुतमइन
.مُطْمَئِن
in a state of rest, or ease, or quiet
[ Sab ko mutmain karna mumkin nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasuuda
आसूदा
.آسُودَہ
contented, satisfied
[ Asuda faqeeron ko Khuda bina mange hi sab kuchh deta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaphrii.n
आफ्रीं
.آفریں
bravo! well done!
[ Alami Cricket Cup mein Hindustan ki numayan kamiyabi par awam afrin-afrin kah kar jhum uthi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaidaa
शैदा
.شَیدا
infatuated, dotty about, distraught
[ Mashuq ki sahr-afrin surat dekh kar ashiq farefta ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imtihaan
इम्तिहान
.اِمْتِحان
examination
[ Talaba (Students) imtihan qarib hone par padhaai mein man lagate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
liyaaqat
लियाक़त
.لِیاقَت
suitability, merit proficiency
[ Sada Sukhnami ek ashiq hai jo angrezi mein bhi khasi liyaqat rakhta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farefta
फ़रेफ़्ता
.فَریفْتَہ
fascinated, enamoured of, infatuated (with), in love (with), attracted
[ Krishn ki bansuri sun kar Gokul ke bashinde farefta ho gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musalsal
मुसलसल
.مُسَلْسَل
consecutively, continuously
[ Musalsal kaam karne wala shakhs hamesha kaamyaab hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
piece of information, information
[ Jab dost ne apni kaamyaabi ki khabar sunayi to khushi meri aankhon mein aansu aa gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (farozaa.n)
farozaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone