Search results
Saved words
Showing results for "faGfuur"
Meaning ofSee meaning faGfuur in English, Hindi & Urdu
English meaning of faGfuur
Noun, Masculine
- title of the emperor of ancient China
Sher Examples
zarre zarre ko hai ik farz vadī.at haq se
na samajh to koī qaisar nahīñ faġhfūr nahīñ
zarre zarre ko hai ek farz wadiat haq se
na samajh to koi qaisar nahin faghfur nahin
ye hai tārīḳh kā darbār kuchh darvesh baiThe haiñ
khaḌe haiñ qaisar o faġhfūr o dārā-e-ajam pīchhe
ye hai tariKH ka darbar kuchh darwesh baiThe hain
khaDe hain qaisar o faghfur o dara-e-ajam pichhe
sar-barahna majnūñ pe āshiyāñ hai taaj
na rakkhe sar pe jo faġhfūr kī kulāh mile
sar-barahna majnun pe aashiyan hai taj
na rakkhe sar pe jo faghfur ki kulah mile
फ़ग़्फ़ूर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- चीन के प्राचीन काल के शासकों की उपाधि
فَغْفُور کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- چین کے قدیم بادشاہوں کا لقب
Urdu meaning of faGfuur
- Roman
- Urdu
- chiin ke qadiim baadshaaho.n ka laqab
Related searched words
Showing search results for: English meaning of fagfoor, English meaning of fagfur
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarish
ख़ारिश
.خارِش
mange, itch, scabies
[ Ye sabun jldi (skin) bimariyon maslan kharish ke liye ikseer ka hukm rakhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maamuur
मामूर
.مَامُور
appointed, commissioned, commanded
[ Doctor ne paidaish ki dekh-bhal ke liye ek daai ko mamur kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaasib
मुनासिब
.مُناسِب
suitable, applicable, becoming, expedient
[ Kal ke kaam ko aaj hi karna munasib hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nizaa'
निज़ा'
.نِزاع
dispute, contention, altercation, controversy
[ Jhagde aur niza ka jis raste mein khatra aur andesha ho usse ijtinab karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahrii
बहरी
.بَحْری
of or belonging to the sea, marine, maritime, naval
[ Bahut se government ke har muhakme mein khwah civil hon ya bahri ya jangi bade-bade aala ohdon par mamur hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masruuf
मसरूफ़
.مَصْرُوف
engaged in some work, busy, employed
[ Biharilal teen kamon mein ek sath masruf hai paan khata hai, huqqa pita hai aur akhbar padh raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ambar
'अंबर
.عَنْبَر
ambergris
[ Mushk-o-anbar mein bhi aap ke badan se zyada khushbu na thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bartarii
बरतरी
.بَرْتَرِی
excellence, ascendancy, eminence, superiority, altitude
[ America ne apni bartari qaem karne ke liye ek azim fauj par zor diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutanaaza'a
मुतनाज़'आ
.مُتَنازَعَہ
disputed
[ Mutanaaza aur hujjati muaamle par kuchh kahne se pahle Fikr Sahab do tin martaba sochte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaseb
आसेब
.آسیب
evil spirit, demon, apparition, poltergeist
[ Jab bachchon ko chechak nikalti hai to chechak ko aaseb samajhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (faGfuur)
faGfuur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone