Search results
Saved words
Showing results for "e'tiraaz"
Meaning ofSee meaning e'tiraaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of e'tiraaz
Noun, Masculine
-
protest, fault-finding, criticism, animadversion, strictures
Example • achchha kaam karne ke lie kisi ko etiraz nahin hona chahie
-
opposition, refusing assent, objecting, objection, displeasure
Example • Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum mutariz (critique) the
Sher Examples
vaa.iz kā e'tirāz ye but haiñ ḳhudā nahīñ
merā ye e'tiqād ki jalve ḳhudā ke haiñ
waiz ka e'tiraaz ye but hain KHuda nahin
mera ye e'tiqad ki jalwe KHuda ke hain
ham ne burā bhalā hī sahī kaam to kiyā
tum ko to e'tirāz hī karne kā shauq thā
hum ne bura bhala hi sahi kaam to kiya
tum ko to e'tiraaz hi karne ka shauq tha
ए'तिराज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
आपत्ति, आलोचना, नुक्ता चीनी
उदाहरण • अच्छा काम करने के लिए किसी को एतिराज़ नहीं होना चाहिए
-
विरोध, इंकार, मुख़ालिफ़त
उदाहरण • अगर उसामा की सरदारी पर तुमको एतिराज़ है तो उसके बाप (ज़ैद) की सरदारी पर भी तुम मुतरिज़ (आलोचक) थे
اِعْتِراض کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
-
ایسی تنقید جسم میں عیب یا نقص پر نظر ہو، نکتہ چینی، حرف گیری، گرفت
مثال • اچھا کام کرنے کے لئے کسی کو اعتراض نہیں ہونا چاہیئے
- کسی امر خاص میں مخالفت، کسی بات کو تسلیم کرنے سے انکار، حجت، مخالفت
Urdu meaning of e'tiraaz
Roman
- a.isii tanqiid jism me.n a.ib ya nuqs par nazar ho, nukta chiinii, harfgiirii, girifat
- kisii amar Khaas me.n muKhaalifat, kisii baat ko tasliim karne se inkaar, hujjat, muKhaalifat
Synonyms of e'tiraaz
Antonyms of e'tiraaz
Compound words of e'tiraaz
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of etiraaj, English meaning of etiraaz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (e'tiraaz)
e'tiraaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone