Search results
Saved words
Showing results for "dil-e-Gamghii.n"
Meaning ofSee meaning dil-e-Gamghii.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of dil-e-Gamghii.n
Noun, Masculine
- heart in grief
Sher Examples
raunaq-e-bazm-e-jahāñ thā go dil-e-ġham-ghīñ 'firāq'
sard thā afsurda thā mahrūm thā nākām thā
raunaq-e-bazm-e-jahan tha go dil-e-gham-ghin 'firaq'
sard tha afsurda tha mahrum tha nakaam tha
shād-kāmoñ ko ye nahīñ taufīq
dil-e-ġham-ghīñ kī shādmānī bhī
shad-kaamon ko ye nahin taufiq
dil-e-gham-ghin ki shadmani bhi
rahā hai tū hī to ġham-ḳhvār ai dil-e-ġham-ghīñ
tire sivā ġham-e-furqat kahūñ to kis se kahūñ
raha hai tu hi to gham-KHwar ai dil-e-gham-ghin
tere siwa gham-e-furqat kahun to kis se kahun
दिल-ए-ग़मगीं के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- दुखी ह्रदय
دِلِ غَمْگِیں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- رنجیدہ یا مفموم دل
Urdu meaning of dil-e-Gamghii.n
- Roman
- Urdu
- ranjiidaa ya mafmom dil
Showing search results for: English meaning of dilegamgheen, English meaning of dilegamghin
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chob
चोब
.چوب
wood, timber
[ Darakht hamare liye nemat hain, phal ke alawa chaubi saman unse hi taiyar kiya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rabaab
रबाब
.رَباب
a kind of stringed musical instrument, rebec, viol, harp
[ Rabab ek saaz ka naam hai iske taron se nikla hua naghma dil ko chhu leta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jarraah
जर्राह
.جَرّاح
one who dresses wounds, a surgeon
[ Kisi bachche ko taklif phode ki ho jati hai to walidain jarrah se usko chirwate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaraab
ख़राब
.خَراب
spoiled, defiled, polluted
[ Lagatar barish ki wajah se shahr ki sadkon ki halat kharab ho rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraat
बरात
.بَرات
procession of the bridegroom, a marriage procession
[ Pai-dar-pai khushiyan uske hisse mein aayi thin goya khushiyon ki baraat thi jo uske ghar par utar rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rab
रब
.رَب
God, Lord, Protector
[ Rab to wahi hai jisne duniya banayi, hamko banaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haraarat
हरारत
.حَرارَت
warmth, heat
[ Barish na hone ki surat mein mausam ka darja-e-hararat badh jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaar
ख़्वार
.خوار
disgrace, dishonour, shame, abject
[ Apne dost ki khatir wo zalil-o-khvar hua magar dost par kuch asar hi nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jurraab
जुर्राब
.جُرّاب
stockings, socks
[ Faiyaz Hussain ke paanv ka joda bhi kisi qadr unke paanv mein dhila hai magar jurrab par thik aa jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraahat
जराहत
.جَراحَت
wound, sore, ulcer
[ Jarahat jismani bhi hoti hai aur zehni bhi lekin har halat mein ilaj zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (dil-e-Gamghii.n)
dil-e-Gamghii.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone