Search results
Saved words
Showing results for "diibaacha"
Meaning ofSee meaning diibaacha in English, Hindi & Urdu
English meaning of diibaacha
Noun, Masculine
- preface, foreword, preamble
-
introduction
Example • Amir Khusrau ne apne diwan 'Ghurrat-ul-Kamal' mein ek tawil dibacha likha hai
- rich edging of gold on the title page of a book, colourful decoration on the title of a book
- beginning of anything, first requirement
- prelude, prologue, exordium
- (Metaphorically) first and foremost person
Sher Examples
us ne mirī kitāb kā dībācha paḌh liyā
ab to kabhī kabhī kī mulāqāt bhī ga.ī
us ne meri kitab ka dibacha paDh liya
ab to kabhi kabhi ki mulaqat bhi gai
jashn-e-zafar ek aur safar kī saa.at kā dībācha hai
ḳhema-e-shab meñ raqs bhī ho aur kuuch kī bhī tayyārī ho
jashn-e-zafar ek aur safar ki saat ka dibacha hai
KHema-e-shab mein raqs bhi ho aur kuch ki bhi tayyari ho
jis ne kuñvar shiven kā dībācha paḌh liyā
baaqī bachī kitāb meñ rotā rahā mujhe
jis ne kunwar shiwen ka dibacha paDh liya
baqi bachi kitab mein rota raha mujhe
दीबाचा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- प्रस्तावना, प्राक्कथन
-
पुस्तक के आरम्भ में लेखक का अपना वक्तव्य जिससे पुस्तक में सम्मिलित सामग्री, आमुख, मुखबंध
उदाहरण • अमीर ख़ुसरौ ने अपने दीवान 'ग़ुर्रत-उल-कमाल' में एक तवील दीबाचा लिखा है
- प्राचीन समय में किताबों के आवरण की सजावट, आवरण पर बनाए गए बेल बूटे आदि
- किसी चीज़ के लिए पहली शर्त
- किसी चीज़ के प्रकट होने का प्रतीक
- (मजाज़न) सब से पहला शख़्स, सब से पहली चीज़
دِیباچَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ تحریر جو کسی کتاب کے شروع میں ہو اور جس میں نفسِ مضمون وغیرہ سے متعلق یا دوسری ضروری باتیں بطور تعارف کتاب کے لکھی گئی ہوں
-
دیوان کے شروع میں مصنف کا خود تحریر کردہ اشعار کا وہ مجموعہ جو حمد، نعت، مدح یا سببِ تالیف وغیرہ پر مشتمل ہو
مثال • امیر خسرو نے اپنے دیوان 'غرۃ الکمال' میں ایک طویل دیباچہ لکھا ہے
- زمانۂ قدیم میں کتابوں کے سرِورق کی زیبائش، سرِ ورق پر اس کی خوبصورتی کے لیے بنائے گئے بیل بُوٹے وغیرہ
- کسی چیز کا پہل اور لازمی جُزو، کسی چیز کے لیے پہلی شرط
- کسی چیز کا ابتدائی حصّہ، ابتدائی دور، پہلا زینہ، تمہید
- پیش خیمہ، کسی چیز کے ظہور کی علامت
- (مجازاً) سب سے پہلا شخص، سب سے پہلی چیز
Urdu meaning of diibaacha
- Roman
- Urdu
- vo tahriir jo kisii kitaab ke shuruu me.n ho aur jis me.n nafas-e-mazmuun vaGaira se mutaalliq ya duusrii zaruurii baate.n bataur ta.aaruf kitaab ke likhii ga.ii huu.n
- diivaan ke shuruu me.n musannif ka Khud tahriir karda ashaar ka vo majmuu.aa jo hamad, naaat, madah ya sabab-e-taaliif vaGaira par mushtamil ho
- zamaana-e-qadiim me.n kitaabo.n ke sar-e-varq kii zebaa.ish, sar-e-varq par is kii Khuubsuurtii ke li.e banaa.e ge bail buu.oTe vaGaira
- kisii chiiz ka pahal aur laazimii juzo, kisii chiiz ke li.e pahlii shart
- kisii chiiz ka ibatidaa.ii hissaa, ibatidaa.ii daur, pahlaa ziinaa, tamhiid
- peshaKhaimaa, kisii chiiz ke zahuur kii alaamat
- (majaazan) sab se pahlaa shaKhs, sab se pahlii chiiz
Synonyms of diibaacha
Antonyms of diibaacha
Compound words of diibaacha
Related searched words
Showing search results for: English meaning of deebaacha, English meaning of deebacha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
garden, cluster of trees, plantation
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Jo koi suragh malika ka lavega hazar ashrafi aur khilat (robe of honour) inam pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (diibaacha)
diibaacha
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone