Search results
Saved words
Showing results for "dekh-bhaal"
Meaning ofSee meaning dekh-bhaal in English, Hindi & Urdu
English meaning of dekh-bhaal
Noun, Feminine
- keep, looking after, maintenance, mind, watch, vigilance, circumspection, guardianship
Sher Examples
dil kī bisāt kyā thī nigāh-e-jamāl meñ
ik ā.īna thā TuuT gayā dekh-bhāl meñ
dil ki bisat kya thi nigah-e-jamal mein
ek aaina tha TuT gaya dekh-bhaal mein
chup-chāp baiThe rahte haiñ kuchh bolte nahīñ
bachche bigaḌ ga.e haiñ bahut dekh-bhāl se
chup-chap baiThe rahte hain kuchh bolte nahin
bachche bigaD gae hain bahut dekh-bhaal se
kaun is ghar kī dekh-bhāl kare
roz ik chiiz TuuT jaatī hai
kaun is ghar ki dekh-bhaal kare
roz ek chiz TuT jati hai
देख-भाल के हिंदी अर्थ
دیکھ بھال کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- دیکھنے، تاکنے یا جھان٘کنے یا دیکھنے بھالنے کا عمل، نظارہ، دیدار، وسیلۂ نظر
- نِگرانی، خبر گیری، سرپرستی
- تیمارداری
- غور و فکر، نظر
- تلاش، جستجو، چھان پھٹک
- پھون٘ک پھون٘ک کر قدم رکھنے کی کیفیت، احتیاط
Urdu meaning of dekh-bhaal
Roman
- dekhne, taakne ya jhaankne ya dekhne bhaalne ka amal, nazaaraa, diidaar, vasiila-e-nazar
- nigraanii, Khabargiirii, saraprastii
- tiimaaradaarii
- Gaur-o-fikr, nazar
- talaash, justajuu, chhaan phaTak
- phuunk phuunk kar qadam rakhne kii kaifiiyat, ehtiyaat
Synonyms of dekh-bhaal
Antonyms of dekh-bhaal
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of dekhbhaal, English meaning of dekhbhal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (dekh-bhaal)
dekh-bhaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone