Search results
Saved words
Showing results for "dafnaanaa"
Meaning ofSee meaning dafnaanaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of dafnaanaa
Transitive verb
- conceal, hide, entomb, to bury
Sher Examples
palkoñ meñ hī apnā ashk sukhānā hotā hai
kuchh ḳhvāboñ ko zinda hī dafnānā hotā hai
palkon mein hi apna ashk sukhana hota hai
kuchh KHwabon ko zinda hi dafnana hota hai
yaar ab mujh ko chhoḌ ke tū jā saktā hai
maiñ ne ḳhvāboñ ko dafnānā siikh liyā
yar ab mujh ko chhoD ke tu ja sakta hai
main ne KHwabon ko dafnana sikh liya
maiñ apnī pyaas ko dafnānā chāhtā huuñ jahāñ
usī zamīn se chashme ubalne lagte haiñ
main apni pyas ko dafnana chahta hun jahan
usi zamin se chashme ubalne lagte hain
दफ़नाना के हिंदी अर्थ
सकर्मक क्रिया
- कफ़न पहना कर मुर्दे को क़ब्र में गाड़ना, दफ़न करना
- (लाक्षणिक) कोई वस्तु या बात इस प्रकार छिपा देना कि फिर किसी के हाथ न आए या किसी को पता न चले
- मछली पर चिकनी मिट्टी लपेट कर तंदूर में गाड़ के या गर्म मिट्टी में पकाना
دَفْنانا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل متعدی
- کفن پہنا کر مُردے کو قبر میں گاڑنا، دفن کرنا
- (مجازاً) کوئی شے یا بات اس طرح چُھپا دینا کہ پھر کسی کے ہاتھ نہ آئے یا کسی کو پتہ نہ چلے
- مچھلی پر چکنی مٹی لپیٹ کر تنور میں گاڑ کے یا گرم مٹی میں پکانا
Urdu meaning of dafnaanaa
- Roman
- Urdu
- kafan pahna kar murde ko qabr me.n gaa.Dnaa, dafan karnaa
- (majaazan) ko.ii shaiy ya baat is tarah chhipaa denaa ki phir kisii ke haath na aa.e ya kisii ko pata na chale
- machhlii par chiknii miTTii lapeT kar tanuur me.n gaa.D ke ya garm miTTii me.n pakaanaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of dafnana, English meaning of daphnaanaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'miir
ता'मीर
.تَعْمِیر
building, constructing
[ Ganv walon ke maali ta'aawun se aspatal ki tamir ki gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
bar (of iron), spit
[ Daniyal ne salakh ko hath ke zor se tedha kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Shauhar aur biwi ke bich aapas mein ta'aawun zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, coloured
[ Ghar ki tamir ke baad zeb-o-zeenat ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baahamii
बाहमी
.باہَمی
middle
[ Puna aur Ahmad Nagar ka bahami fasla sattar-assii meel se zyada nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izdihaam
इज़्दिहाम
.اِزدِحام
concourse, throng, crowd, mob
[ 26 January ko yaum-e-jamhuriya ke mauqa par India Gate par logon ka izdiham hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maalii
माली
.مالی
of or belonging to the revenue, financial, civil
[ Zabardast maali nuqsan ke baad apna gham ghalat karne ke liye Salman sharab ki taraf mutawajja huaa ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aashkaaraa
आशकारा
.آشْكارا
clear, manifest, visible
[ Bhala ho shirwani ka warna Hakim ke chudidar pajame ke phat jane ka raz hi aashkara ho jata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aabruu
आबरू
.آبْرُو
honour, repute, respect, dignity
[ Kisi ki halat uske waqar, rutba, aabru waghaira ki akkas hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (dafnaanaa)
dafnaanaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone