Search results
Saved words
Showing results for "daa'vat"
Meaning ofSee meaning daa'vat in English, Hindi & Urdu
English meaning of daa'vat
Noun, Feminine, Singular
-
invitation, invitation to a repast or feast
Example • Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki
- incantation used to invoke planets and stars
- invocation of spirits, exorcism
- preaching, act of persuading or inviting someone to a religion or to join in a cause, etc .
- feast, banquet
Sher Examples
murġh par fauran jhapaT dāvat meñ varna ba.ad meñ
shorba aur gardanoñ kī haDDiyāñ rah jā.eñgī
murgh par fauran jhapaT dawat mein warna baad mein
shorba aur gardanon ki haDDiyan rah jaengi
hameñ jo fikr kī dāvat na de sake 'kausar'
vo sher sher to hai rūh-e-shā.erī to nahīñ
hamein jo fikr ki dawat na de sake 'kausar'
wo sher sher to hai ruh-e-shaeri to nahin
ye bhī ik baat hai adāvat kī
roza rakkhā jo ham ne dāvat kī
ye bhi ek baat hai adawat ki
roza rakkha jo hum ne dawat ki
baḌī hī dhuum se dāvat ho phir to zāhid kī
ye mai jo chaar ghaḌī ko halāl ho jaa.e
baDi hi dhum se dawat ho phir to zahid ki
ye mai jo chaar ghaDi ko halal ho jae
shaiḳh kī dāvat meñ mai kā kaam kyā
ehtiyātan kuchh mañgā lī jā.egī
shaiKH ki dawat mein mai ka kaam kya
ehtiyatan kuchh manga li jaegi
दा'वत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग, एकवचन
- प्रीतिभोज; भोज
- बुलावा; भोजन के लिए आमंत्रण।
- किसी को कोई काम करने के लिए दिया जानेवाला निमंत्रण। आवाहन।
-
भोजन के लिए दिया जानेवाला निमंत्रण, न्योता, भोज, बुलावा, खाने पीने की पार्टी
उदाहरण • फ़ैसल ने अपने बच्चे की तक़रीब-ए-विलादत में रिश्तेदारों के साथ पड़ोसियों की भी दावत की
- बुलावा, आवाहन, खाने का बुलावा, निमंत्रण, भोज, खाना।।
دَعْوَت کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث، واحد
-
کسی تقریب یا ضیافت یا تحریک میں شرکت کے لئے بلانا
مثال • فیصل نے اپنے بچے کی تقریب ولادت میں رشتہ داروں کے ساتھ پڑوسیوں کی بھی دعوت کی
- طلبی، بلاوا
- کسی تحریک یا مقصد میں شریک ہونے کی درخواست یا استدعا
- دین میں آنے کی درخواست یا منادی
- جن یا ہمزاد وغیرہ کو حاضر یا تابع کرنے یا کسی کو مسخر کرنے یا اور کوئی خلاف عادت کراماتی صورت پیدا کرنے کے لیے مقررہ وِرد پڑھنے یا لکھنے کا عمل
- کسی عمل کے ذریعے حاضر کرنا
- اجرام فلکی سے استعانت (دعاوں اور منتروں وغیرہ کے ورد سے)
- کسی مقصد یا تحریک کی طرف بلانے والی ترغیبات
Urdu meaning of daa'vat
Roman
- kisii taqriib ya zayaafat ya tahriik me.n shirkat ke li.e bulaanaa
- talbii, bulaavaa
- kisii tahriik ya maqsad me.n shariik hone kii darKhaast ya istidaa
- diin me.n aane kii darKhaast ya munaadii
- jin ya hamzaad vaGaira ko haazir ya taabe karne ya kisii ko musaKhKhar karne ya aur ko.ii Khilaaf aadat karaamaatii suurat paida karne ke li.e muqarrara varad pa.Dhne ya likhne ka amal
- kisii amal ke zariiye haazir karnaa
- ajraam-e-phalkii se isti.aanat (du.aao.n aur mantro.n vaGaira ke varad se
- kisii maqsad ya tahriik kii taraf bulaane vaalii tarGiibaat
Synonyms of daa'vat
Idioms of daa'vat
Proverbs of daa'vat
Related searched words
siyaasat
management, conduct (of affairs), right ordering, rule, government, governance, administration
siyaasat-e-mudun
knowledge of the rights and duties of the citizens of a country and of the government
maqaamii-siyaasat
مخصوص جگہ سے وابستہ مخصوص رجحانات رکھنے والی سیاست (قومی یا بین الاقوامی سیاست کے مقابل) ۔
systems operator
کمپیوٹر: پیچیدہ خصوصاً برقیاتی تنظیمات کو زیر عمل لانے یا ان پر نگرانی رکھنے والا شخص، عامل تنظیمات۔.
systems analysis
کسی پیچیدہ عمل کا، کارکردگی کو بہتر بنانے کی نظر سے تجزیہ ، خصوصاً کمپیوٹر کی مدد سے، تجزیہ تنظیمات۔.
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of daavat, English meaning of daawat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (daa'vat)
daa'vat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone