Search results
Saved words
Showing results for "daaG-e-hirmaa.n"
Meaning ofSee meaning daaG-e-hirmaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of daaG-e-hirmaa.n
Noun, Masculine
- wound, blemish of disappointment
Sher Examples
sunā hai jab se ye bhī ik amānat hai tire ġham kī
kaleje se lagā.e phir rahā huuñ dāġh-e-hirmāñ ko
suna hai jab se ye bhi ek amanat hai tere gham ki
kaleje se lagae phir raha hun dagh-e-hirman ko
terī nisbat se sitamgar tire māyūsoñ ne
dāġh-e-hirmāñ ko bhī siine se lagā rakkhā hai
teri nisbat se sitamgar tere mayuson ne
dagh-e-hirman ko bhi sine se laga rakkha hai
miTāyā tū ne ai 'mahrūm' har-ik naqsh-e-bātil ko
judā dil se tire kyuuñ dāġh-e-hirmāñ ho nahīñ saktā
miTaya tu ne ai 'mahrum' har-ik naqsh-e-baatil ko
juda dil se tere kyun dagh-e-hirman ho nahin sakta
दाग़-ए-हिर्मां के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- अभाव या निराशा का धब्बा या दाग़, असफलता की पीड़ा, नाकामी का सदमा
داغِ حِرْماں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- محرومی اور نااُمیدی کا داغ، ناکامی کا صدمہ
Urdu meaning of daaG-e-hirmaa.n
- Roman
- Urdu
- mahruumii aur naa.umiidii ka daaG, naakaamii ka sadma
Related searched words
Showing search results for: English meaning of daagehirmaan, English meaning of daaghehirmaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haazir
हाज़िर
.حاضِر
present, in attendance
[ Darkhwast-guzar ko adalat mein hazir hona padta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
behtarii
बेहतरी
.بِہْتَری
advantage, welfare, goodness
[ Hamen samaj ki behtari ke liye kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
peshtar
पेशतर
.پیشْتَر
formerly, before, earlier
[ Mahabharat ki ladai se peshtar hi uske asar nazar ane lage the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sham'
शम'
.شَمْع
wax candle, candle, lamp
[ Dipawali ke din har kone mein shama raushan ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa.ir
ताइर
.طائِر
winged creature, bird
[ Qarib-e-sham shafaq (Dawn) phuli thi taaer basera le rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jamaa'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafaad
मफ़ाद
.مَفاد
interest, benefit, gain
[ Muhabbat mein mafad ki koi jagah nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samaa'
समा'
.سَماع
one who listens attentively
[ Taaer (Birds) apni naghma-saraai bhul kar masruf-e-sama hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haasil
हासिल
.حاصِل
eceived amount, recovered amount, income
[ Auqaf (Donative Assets) ka hasil puri jamaa'at ke mafad par kharch kar dia jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
beshtar
बेशतर
.بیشتَر
mostly, for the most part
[ Sailab ki wajah se Purvanchal ka beshtar hissa pani mein doob gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (daaG-e-hirmaa.n)
daaG-e-hirmaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone