Search results
Saved words
Showing results for "chup rahnaa"
Meaning ofSee meaning chup rahnaa in English, Hindi & Urdu
Idiom
Root word: chup
English meaning of chup rahnaa
- remain silent, keep quiet
Sher Examples
ḳhudā ne baḳhshā hai kyā zarf mom-battī ko
pighalte rahnā magar saarī raat chup rahnā
KHuda ne baKHsha hai kya zarf mom-batti ko
pighalte rahna magar sari raat chup rahna
chhoTī sī baat pe ḳhush honā mujhe aatā thā
par baḌī baat pe chup rahnā tumhī se sīkhā
chhoTi si baat pe KHush hona mujhe aata tha
par baDi baat pe chup rahna tumhi se sikha
terā chup rahnā mire zehn meñ kyā baiTh gayā
itnī āvāzeñ tujhe diiñ ki galā baiTh gayā
tera chup rahna mere zehn mein kya baiTh gaya
itni aawazen tujhe din ki gala baiTh gaya
चुप रहना के हिंदी अर्थ
- चुप रहना, कुछ न बोलना, शांत रहना, शांती से बैठना
چُپ رَہْنا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- کچھ نہ بولنا، خاموش ہونا، خاموشی سے بیٹھا رہنا
Urdu meaning of chup rahnaa
- Roman
- Urdu
- kuchh na bolnaa, Khaamosh honaa, Khaamoshii se baiThaa rahnaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chup rahna
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tausii'
तौसी'
.تَوْسِیْع
extension, expansion, prolongation
[ Badh ki aafat se bachne ke liye bandhon ki tausi zaruri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dilerii
दिलेरी
.دِلیری
bravery, boldness, courage, valor, masculinity
[ Rani Lakshmi Bai ne dileri ke sath angrezon ke khilaf jang ladi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHijaalat
ख़िजालत
.خِجالَت
shame, sense of shame
[ Sharmindagi aur khijalat se chehre ka rang badal jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
alfaaz
अलफ़ाज़
.اَلْفاظ
words, articulate sounds, terms
[ Rekhta Dictionary ne Urdu zaban-o-adab ke teen lakh alfaz ka zakhira yakja kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ummiid-vaar
उम्मीद-वार
.اُمِّید وار
applicant, candidate
[ Election mein hissa lene wale har ek ummidwar ko kamyab hone ki ummid hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
amraaz
अमराज़
.اَمْراض
diseases, ailments, sicknesses
[ Isbaghol kai jismani amraz ko dur karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jismaanii
जिस्मानी
.جِسْمانی
of or belonging to body, corporeal
[ Mohan jismani taklif se pareshan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nidaa
निदा
.نِدا
sound, voice, clamour
[ Nida sun kar yun laga jaise kisi apne ne bahut arse baad awaz di ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHalvat
ख़ल्वत
.خَلْوَت
isolation, loneliness
[ Jab dil bojhal ho, to khalwat hi vo jagah hoti hai jahan dil ko sukoon milta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaanaat
इम्कानात
.اِمْکانات
possibility
[ Zindagi mein kamyabi ke imkanat hamesha rahte hain, bas himmat aur musalsal koshish ki zaroorat hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (chup rahnaa)
chup rahnaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone