Search results
Saved words
Showing results for "chaashnii"
Meaning ofSee meaning chaashnii in English, Hindi & Urdu
English meaning of chaashnii
Sher Examples
ham-āhañgī meñ bhī ik chāshnī hai iḳhtilāfoñ kī
mirī bāteñ ba-unvān-e-digar vo maan lete haiñ
ham-ahangi mein bhi ek chashni hai iKHtilafon ki
meri baaten ba-unwan-e-digar wo man lete hain
har mohabbat kī binā hai chāshnī
har lagan meñ mudda.ā maujūd hai
har mohabbat ki bina hai chashni
har lagan mein muddaa maujud hai
thī har ek baat meñ chāshnī haq-o-sidq-o-lutf-o-ḳhulūs kī
rah-e-haq pe chalnā shi.ār thā tumheñ yaad ho ki na yaad ho
thi har ek baat mein chashni haq-o-sidq-o-lutf-o-KHulus ki
rah-e-haq pe chalna shiar tha tumhein yaad ho ki na yaad ho
चाशनी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
چاشْنی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- رسیلاپن
- پکتے ہوئے شربت میں ٹھہراؤ کی وہ کیفیت کہ چمچے وغیرہ سے اٹھانے میں تار بندھنے لگے، قوام، شیرہ، تاربند شیرا
- اچار یا چٹنی وغیرہ جس میں شکر کا قوام شامل ہو
- چکھنے کی صلاحیت، زبان کی حس ذائقہ لذت محسوس کرنے کی فطری اور طبعی صلاحیت، مذاق، ذوق، مزہ، لگاؤ
- دو متضاد کیفیتوں کی آمیزش، خوشگوار بات میں ناگوار پہلو
- صرف بقدر ذائقہ کھانے یا پینے کی مقدار چکھنے کے موافق تھوڑی سی چیز، خفیف اثر
- محنت سے پیدا کیا ہوا تاثر، تاثر
- (اچار سازی) کسی چیز کا بہت تھوڑا جزو جو بطور بان٘دگی یا بان٘گی (نمونہ) دیکھا جائے
- (نیارا گری) صاف کیے ہوئے سونے چان٘دی کا نمونہ، جو کھوٹا کھرا پرکھنے میں بطور معیار کام دے
- سینکے ہوئے نقارے یا تاشے پر ڈن٘کے یا ان٘گلی وغیرہ کی ہلکی ہلکی چوٹ جو آواز کا تاؤ دیکھنے کے لیے لگائی جائے
Urdu meaning of chaashnii
- Roman
- Urdu
- rasiilaapan
- pakte hu.e sharbat me.n Thahraav kii vo kaifiiyat ki chamche vaGaira se uThaane me.n taar bandhne lage, qavaam, sheraa, taarabnad sheraa
- achaar ya chaTnii vaGaira jis me.n shukr ka qavaam shaamil ho
- chakhne kii salaahiiyat, zabaan kii his zaayqaa lazzat mahsuus karne kii fitrii aur tibbii salaahiiyat, mazaaq, zauq, mazaa, lagaa.o
- do mutazaad kaifiiyto.n kii aamezish, Khushagvaar baat me.n naagavaar pahluu
- sirf baqdar zaayqaa khaane ya piine kii miqdaar chakhne ke muvaafiq tho.Dii sii chiiz, Khafiif asar
- mehnat se paida kyaa hu.a taassur, taassur
- (achaar saazii) kisii chiiz ka bahut tho.Daa juzu jo bataur baandgii ya baangii (namuuna) dekhaa jaaye
- (nyaaraa girii) saaf ki.e hu.e sone chaandii ka namuuna, jo khoTa khara parakhne me.n bataur mayaar kaam de
- senke hu.e naqaare ya taashe par Danke ya unglii vaGaira kii halkii halkii choT jo aavaaz ka taa.uu dekhne ke li.e lagaa.ii jaaye
Synonyms of chaashnii
Antonyms of chaashnii
Idioms of chaashnii
Compound words of chaashnii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chaashnee, English meaning of chaashni
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (chaashnii)
chaashnii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone