Search results
Saved words
Showing results for "chaa.nd-suuraj"
Meaning ofSee meaning chaa.nd-suuraj in English, Hindi & Urdu
English meaning of chaa.nd-suuraj
Noun, Masculine
- the moon and the sun
Sher Examples
zikr aa.e jo terī manzil kā
chāñd-sūraj ko naqsh-e-pā likkhūñ
zikr aae jo teri manzil ka
chand-suraj ko naqsh-e-pa likkhun
na koī daaġh na dhabbā na harārat na tapish
chāñd-sūraj se bhī ye māh-jabīñ achchhe haiñ
na koi dagh na dhabba na hararat na tapish
chand-suraj se bhi ye mah-jabin achchhe hain
namāziyoñ se kaho dekheñ chāñd-sūraj ko
nikal rahe haiñ muazzin azaan se bāhar
namaziyon se kaho dekhen chand-suraj ko
nikal rahe hain muazzin azan se bahar
چاند سُورَج کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- عورتوں کی چوٹیوں میں لگانے کا سونے یا چان٘دی ایک زیور جو چان٘د اور سورج کی شکل کا بنا ہوتا ہے.
- سلمے کے چان٘د سورج جو ٹوپی وغیرہ میں ٹن٘کوائے جاتے ہیں.
- (۲) گھوڑے کے ماتھے کی دو سفید بڑی بھون٘ریاں جو باہم متصل ہوتی ہیں.
Urdu meaning of chaa.nd-suuraj
- Roman
- Urdu
- aurto.n kii choTiyo.n me.n lagaane ka sone ya chaandii ek zevar jo chaand aur suuraj kii shakl ka banaa hotaa hai
- salme ke chaand suuraj jo Topii vaGaira me.n Tankvaa.e jaate hai.n
- (۲) gho.De ke maathe kii do safaid ba.Dii bhuu niriihyaa.n jo baaham muttasil hotii hai.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chaandsooraj, English meaning of chaandsuraj
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chaa.nd-suuraj)
chaa.nd-suuraj
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone