Search results
Saved words
Showing results for "chaa.nd-maarii"
Meaning ofSee meaning chaa.nd-maarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of chaa.nd-maarii
Noun, Feminine
- firing at target, target practice
Sher Examples
bastiyoñ par hādsoñ kī chāñd-mārī ke liye
baḌh rahe haiñ auj kī jānib sitamgar aur bhī
bastiyon par hadson ki chand-mari ke liye
baDh rahe hain auj ki jaanib sitamgar aur bhi
guzarnā thā bahut mushkil udhar se
darīcha chāñd-mārī kar rahā thā
guzarna tha bahut mushkil udhar se
daricha chand-mari kar raha tha
hamīñ kyuuñ zad meñ aate haiñ
hamesha chāñd-mārī meñ
hamin kyun zad mein aate hain
hamesha chand-mari mein
चाँद-मारी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- तोपें या बंदूक़ें सर होने या गोलीयां चलने का अमल तथा तीरों की बोछाड़, लगातार तोपें चलाने या बंदूक़ें दाग़ने की क्रिया, कपड़े, तख्ते, दीवार आदि पर बने हुए चद्र-चिह्नों पर तोर, बन्दूक आदि से निशाने लगाने की अभ्यासात्मक क्रिया, वो जगह या मैदान जहां निशानेबाज़ी का अभ्यास किया जाए
چاند ماری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- نشانہ بازی، جس میں نشانے پر گول نشان بنا کر اس پرگولیاں یا تیر وغیرہ لگاتے ہیں (بیشتر مشق کے لیے)
- توپیں یا بندوقیں سر ہونے یا گولیاں چلنے کا عمل نیز تیروں کی بوچھاڑ
- لگاتار توپیں چلانے یا پے بہ پے بندوقیں داغنے کا عمل
- وہ گول نشان جس پر نشانہ مارنے کی مشق کی جاتی ہے، نشانہ، ہدف
- وہ جگہ یا میدان جہاں نشانہ بازی کی مشق کی جائے
Urdu meaning of chaa.nd-maarii
- Roman
- Urdu
- nishaanaa baazii, jis me.n nishaane par gol nishaan banaa kar is par goliiyaa.n ya tiir vaGaira lagaate hai.n (beshatar mashq ke li.e)
- tope.n ya banduuqe.n sar hone ya goliiyaa.n chalne ka amal niiz tiiro.n kii bochhaa.D
- lagaataar tope.n chalaane ya pai bah pai banduuqe.n daaGne ka amal
- vo gol nishaan jis par nishaanaa maarne kii mashq kii jaatii hai, nishaanaa, hadaf
- vo jagah ya maidaan jahaa.n nishaanaa baazii kii mashq kii jaaye
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chaandmaaree, English meaning of chaandmaari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (chaa.nd-maarii)
chaa.nd-maarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone