Search results
Saved words
Showing results for "chaah-e-zanaKH"
Meaning ofSee meaning chaah-e-zanaKH in English, Hindi & Urdu
English meaning of chaah-e-zanaKH
Noun, Masculine
- the dimple of the chin
Sher Examples
girā jo chāh-e-zanaḳh meñ koī to yuuñ bolā
sazā hai ġhota zarā khāne do huā so huā
gira jo chah-e-zanaKH mein koi to yun bola
saza hai ghota zara khane do hua so hua
dast-o-pā maare bahut chāh-e-zanaḳh meñ dil ne
haath lekin na gayā zulf kī zanjīr talak
dast-o-pa mare bahut chah-e-zanaKH mein dil ne
hath lekin na gaya zulf ki zanjir talak
jo chāh-e-zanaḳh biich girā phiir na niklā
aisā to ka.ī baar maiñ har aan meñ dekhā
jo chah-e-zanaKH bich gira phir na nikla
aisa to kai bar main har aan mein dekha
चाह-ए-ज़नख़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ठुड्डी का गड्ढा, वो छोटा सा गढ़ा जो ठुड्डी में होता है
چاہِ زَنَخ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ چھوٹا سا گڑھا جو ٹھوڑی کے وسط میں ہوتا ہے
Urdu meaning of chaah-e-zanaKH
- Roman
- Urdu
- vo chhoTaa saa ga.Dhaa jo Tho.Dhii ke vast me.n hotaa hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chaahejanakh, English meaning of chaahezanakh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraamosh
फ़रामोश
.فَراموش
forgetfulness
[ Zindagi ke bahut sare waqiat qabil-e-faramosh hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shujaa'at
शुजा'अत
.شُجَاعَت
bravery, valour, chivalry
[ Umar ki shujaa'at ki kahani abhi bhi yaad ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiq
फ़रीक़
.فَرِیق
party, company, body
[ Wakil ne mukhalif fariq ke gawah ko apni taraf mila liya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izaafa
इज़ाफ़ा
.اِضافَہ
increase, augmentation
[ Barsat ke dinon mein nadiyon ki rawani mein izafa ho jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afraa-tafrii
अफ़रा-तफ़री
.اَفْرا تَفْری
hurly-burly, uproar, chaos
[ Rustam ke kaman ki jhankar sun kar mukhalifon ki saf mein afra-tafri mach gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadGan
क़दग़न
.قَدْغَن
prohibition, ban, restriction
[ Dahshat-gardi par qadghan lagane ke liye Hindustan ko sakht qanun banane chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inkishaaf
इंकिशाफ़
.اِنْکِشاف
disclosure, exposure, revelation
[ Janch ke baad ye inkishaf hua ki Raju ke upar laga ilzam puri tarah se be-buniyad hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaqqe'
मुतवक़्क़े'
.مُتَوَقِّع
expectant, anticipating
[ Jaise suluk ki tum dusron se mutawaqqe ho waisa hi suluk tum bhi auron se karo ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadaf
हदफ़
.ہَدَف
a mark, butt, bull's-eye (for archers)
[ Kaman se nikla teer sidhe hadaf par ja kar laga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tamGaa
तम्ग़ा
.تَمْغا
medal
[ Akram ne nishane-bazi mein kaanse ka tamgha jita ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chaah-e-zanaKH)
chaah-e-zanaKH
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone