Search results

Saved words

Showing results for "bhale kaa zamaana hii nahii.n"

bhale kaa zamaana hii nahii.n

nekii kaa zamaana nahii.n

goodness is no more appreciated

sach kaa zamaana nahii.n

saadhuu kaa kiyaa svaad , bataase nahii.n gu.D hii sahii

me.nh kaa la.Dkaa aur naukarii gha.Dii ghar hii nahii.n hu.aa karte

baaqii kaa maaraa gaa.nv , chilmo.n kaa maaraa chuulhaa aur olo.n kaa maaraa khet panaptaa hii nahii.n

jaa kii achhii saas vaa kaa hii ghar vaas, jaa kii saas nakaara vaa kaa nahii.n guzaara

sher kaa ek hii bhalaa

saajhaa joruu KHasam kaa hii bhalaa

ta.Dke kaa bhuulaa saa.njh ko aa.e to bhuulaa nahii.n kahlaataa

fajr kaa bhuulaa shaam ko ghar aave to use bhuulaa nahii.n kahte

zamaana girgiT kii tarah ra.ng badaltaa hai

sukh se dukh bhalaa jo tho.De din kaa ho

bhale kii duniyaa nahii.n

hai ki nahii.n

vahii bhalaa hai mere lekhe haq naahaq ko jo nar dekhe

zamaane kii havaa ek haalat par nahii.n rahtii

huqqe kaa mazaa jisne zamaane me.n na jaana, vo mard muKHannas hai na 'aurat na zanaana

to said in the praise of huqqa (casket)

baahar kii chiknii chup.Dii se ghar kii ruukhii hii bhalii

zamaana bhar kaa chhaTaa huaa

podne kii zaamnii hii kyaa

din kaa bhuulaa raat ko ghar aayaa to use bhuulaa nahii.n kahte

jal kii machhlii jal hii me.n bhalii

tiran kii machhlii jal hii me.n bhalii

shaadii hai guDDe gu.Diyo.n kaa khel nahii.n hai

wedding costs much, it's not inexpensive

baarah vafaat kii khich.Dii aaj hai kal nahii.n

me.nh kaa ka.Dkaa aur nokarii gha.Dii gha.Dii nahii.n hu.aa kartii

la.Dko.n kaa khel nahii.n hai

zaahid kaa kyaa KHudaa hai hamaaraa KHudaa nahii.n

kaaT kii haa.nDii ek daf'a cha.Dhtii hai do baar nahii.n cha.Dhtii

dhobii se jiite nahii.n gadhe ke kaan maro.Dat ho

TuuTii hai to kisii se ju.Dii nahii.n aur ju.Dii hai to ko.ii to.D saktaa nahii.n

maarte kaa haath pak.Daa jaataa hai kahte kii zabaan nahii.n pak.Dii jaatii

maarte kaa haath pak.Daa jaataa hai kahte kaa mu.nh nahii.n pak.Daa jaataa

tadbiir se qismat kii buraa.ii nahii.n jaatii , big.Dii hu.ii taqdiir banaa.ii nahii.n jaatii

kaaT kii haa.nDiyaa ek daf'a cha.Dhtii hai baar baar nahii.n cha.Dhtii

ju.Dtii nahii.n he dhaur kii TuuTii , dharii rahe sab daaro buuTii

chaakar ko 'uzr nahii.n kuukar ko 'uzr hai

maarte kaa haath pak.Daa jaa saktaa hai kahte kaa mu.nh nahii.n paka.Daa jaataa

talvaar kaa ghaav bhar jaataa hai zabaan kaa ghaav nahii.n bhartaa

wound of words is worse than that of a sword

allaah ko dekhaa nahii.n par 'aql se to pahchaanaa hai

qudrat ke yahaa.n der hai andher nahii.n

suu.ii kaa bhaalaa ho jaanaa

be grossly exaggerated

kutte ko haDDii bhalii lagtii hai

allaah ke yahaa.n der hai andher nahii.n hai

KHudaa ko dekhaa nahii.n 'aql se pahchaanaa hai

bipat baraabar sukh nahii.n, jo tho.De din kii ho

gaa.Dii bhar aashnaa.ii kaam kii nahii.n magar rattii bhar naataa kaam aataa hai

maas sab ko.ii khaataa hai haa.D gale me.n ko.ii nahii.n baa.ndhtaa

vahm kii daaruu hii nahii.n

talvaar kaa ghaav bhar jaataa hai zabaan kaa nahii.n bhartaa

mu.nh kaa nivaalaa to nahii.n hai

khilaunaa hai bhole bhaalo.n kaa

jab tak uu.nT pahaa.D ke niiche nahii.n aataa, tab tak vo jaantaa hai mujh se uu.nchaa ko.ii nahii.n

jis ke dil me.n rahm nahii.n vo qasaa.ii hai

kuvaa bechaa hai kuve kaa paanii nahii.n bechaa

baazaar kii miThaa.ii se nirbaah nahii.n ho saktaa

jab KHudaa dene par aataa hai to ye nahii.n puuchhtaa ki tuu kaun hai

ye zamaana kaa haal hai

ye zamaane kaa haal hai

Meaning ofSee meaning bhale kaa zamaana hii nahii.n in English, Hindi & Urdu

bhale kaa zamaana hii nahii.n

भले का ज़माना ही नहींبَھلے کا زَمانَہ ہی نَہِیں

Proverb

भले का ज़माना ही नहीं के हिंदी अर्थ

  • शरीफ़ व्यक्ति के लिए आज-कल हर तरह मुसीबत और परेशानी है
  • अच्छाई का ज़माना नहीं, इस ज़माने में किसी से भलाई नहीं करनी चाहिए क्योंकि लोग नेकी का बदला बुराई से देते हैं

بَھلے کا زَمانَہ ہی نَہِیں کے اردو معانی

  • اچھائی کا زمانہ نہیں، اس زمانے میں کسی سے اچھائی نہیں کرنی چاہیے کیون٘کہ لوگ نیکی کا بدلہ برائی سے دیتے ہیں
  • شریف کے لئے آج کل ہر طرح مصیبت ہے

Showing search results for: English meaning of bhale ka jamana hi nahin, English meaning of bhale ka zamana hee naheen

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (bhale kaa zamaana hii nahii.n)

Name

Email

Comment

bhale kaa zamaana hii nahii.n

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words