Search results
Saved words
Showing results for "behosh"
Meaning ofSee meaning behosh in English, Hindi & Urdu
English meaning of behosh
Adjective
- senseless, unconscious, in a fit, unknown
Sher Examples
aap ik zahmat-e-nazar to kareñ
kaun behosh ho nahīñ saktā
aap ek zahmat-e-nazar to karen
kaun behosh ho nahin sakta
ibtidā se aaj tak 'nātiq' kī ye hai sarguzisht
pahle chup thā phir huā dīvāna ab behosh hai
ibtida se aaj tak 'natiq' ki ye hai sarguzisht
pahle chup tha phir hua diwana ab behosh hai
ishq kartā hai to phir ishq kī tauhīn na kar
yā to behosh na ho, ho to na phir hosh meñ aa
ishq karta hai to phir ishq ki tauhin na kar
ya to behosh na ho, ho to na phir hosh mein aa
बेहोश के हिंदी अर्थ
بے ہوش کے اردو معانی
Roman
صفت
- بے خبر، ناواقف
- بے سدھ، بے حواس، غافل، مدہوش، سرشار
Urdu meaning of behosh
Roman
- beKhbar, naavaaqif
- besudh, behvaas, Gaafil, madhosh, sarshaar
Synonyms of behosh
Antonyms of behosh
Compound words of behosh
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (behosh)
behosh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone