Search results
Saved words
Showing results for "bayaan"
Meaning ofSee meaning bayaan in English, Hindi & Urdu
English meaning of bayaan
Noun, Masculine
- statement, declaration, description, account, narration
- exposition, disclosure
- science of using figures of speech
Explanatory Video
Sher Examples
vo aadmī nahīñ hai mukammal bayān hai
māthe pe us ke choT kā gahrā nishān hai
wo aadmi nahin hai mukammal bayan hai
mathe pe us ke choT ka gahra nishan hai
ye masā.il-e-tasavvuf ye tirā bayān 'ġhālib'
tujhe ham valī samajhte jo na bāda-ḳhvār hotā
ye masail-e-tasawwuf ye tera bayan 'ghaalib'
tujhe hum wali samajhte jo na baada-KHwar hota
ġham ke bharose kyā kuchh chhoḌā kyā ab tum se bayān kareñ
ġham bhī raas aayā dil ko aur hī kuchh sāmān kareñ
gham ke bharose kya kuchh chhoDa kya ab tum se bayan karen
gham bhi ras aaya dil ko aur hi kuchh saman karen
merī har baat be-asar hī rahī
naqs hai kuchh mire bayān meñ kyā
meri har baat be-asar hi rahi
naqs hai kuchh mere bayan mein kya
qubūl kaise karūñ un kā faisla ki ye log
mire ḳhilāf hī merā bayān māñgte haiñ
qubul kaise karun un ka faisla ki ye log
mere KHilaf hi mera bayan mangte hain
बयान के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- कथन, किसी विद्वान का कथन, बात, बातचीत
- बोल, गीत
- लेक्चर, व्याख्यान, प्रवचन
- (गद्यात्मक या पद्यात्मक) किसी विषय का विस्तारपूर्ण विवरण और व्याख्या
- भावार्थ को शब्दों में लाने की प्रक्रिया, मतलब का अदा होना
- बहुत कहने का ढंग, मतलब के अदा होने का अंदाज़
- ज़िक्र, वर्णन, स्थिति
- वादी और जिस पर दावा किया गया हो या गवाह का इज़हार जो (लिखित या मौखिक) अदालत के सामने प्रस्तुत हो
- वह दर्ददायक वाक्य जो किसी मय्यत पर रोने या संकट में फँस जाने के समय स्त्रियों की ज़बान से निकलते हैं
- विस्तारपूर्ण विवरण एवं व्याख्या, विवरण
- अध्याय, सर्ग, भाग
- रिपोर्ट, ख़बर, सूचना
- प्रमाण, संदर्भ, गवाही
- वह शास्त्र जिसमें एक अर्थ को कई प्रणालियों (मजाज़-ओ-किफ़ाया) से अदा करने की विधियाँ बताई गई हैं
بَیان کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- قول، مقولہ، کلام، گفتگو
- بول، نغمہ
- لیکچر، تقریر، وعظ
- (نظماً یا نثراً) کسی موضوع کی تفصیل و تشریح
- مفہوم کو لفظوں میں لانے کا عمل، ادائے مطلب
- بہت کہنے کا ڈھنگ، اداے مطلب کا انداز
- ذکر، تذکرہ، حال
- مدعی و مدعا علیہ یا گواہ کا اظہار جو (تحریراً یا تقریراً) عدالت کے روبرو پیش ہو
- وہ درد ناک کلمات جو کسی میت پر رونے یا مصیبت میں مبتلا ہوجانے کے وقت عورتوں کی زبان سے نکلتے ہیں
- تفصیل و تشریح، تفصیل
- باب، مضمون، فصل
- رپورٹ، خبر، اطلاع
- اسناد، حوالہ، شہادت
- وہ علم جس میں ایک معنی کو کئی طریقوں (مجاز و کفایہ) سے ادا کرنے کے اصول بتائے گئے ہیں
Urdu meaning of bayaan
Roman
- qaul, maquula, kalaam, guftagu
- bol, naGmaa
- laikchar, taqriir, vaaz
- (nazman ya nasran) kisii mauzuu kii tafsiil-o-tashriih
- mafhuum ko lafzo.n me.n laane ka amal, adaa.e matlab
- bahut kahne ka Dhang, ade matlab ka andaaz
- zikr, tazakiraa, haal
- muddi.i-o-muddaalaih ya gavaah ka izhaar jo (tahriiran ya taqriiran) adaalat ke ruubaruu pesh ho
- vo dardanaak kalimaat jo kisii mayyat par rone ya musiibat me.n mubatlaa hojaane ke vaqt aurto.n kii zabaan se nikalte hai.n
- tafsiil-o-tashriih, tafsiil
- baab, mazmuun, fasal
- riporT, Khabar, ittila
- asnaad, havaala, shahaadat
- vo ilam jis me.n ek maanii ko ka.ii tariiqo.n (majaaz-o-kifaaya) se ada karne ke usuul bataa.e ge hai.n
Rhyming words of bayaan
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bair
बैर
.بَیر
malice, enmity, animosity, rancour, hostility
[ Khayalat-o-afkar ka mel na khana aapsi bair ka sabab nahin hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair-qaanuunii
ग़ैर-क़ानूनी
.غَیر قانُونی
illegal, against the law and rule
[ Police ne ek ghair-qanooni hathiyaaron se lais shakhs ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaar
यार
.یار
friend, companion, comrade
[ bure waqton mein yar bhi sath chhor dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tijaarat
तिजारत
.تِجارَت
the practice of traffic, traffic, trade
[ Naukari ke muqabla mein tijarat zyada achchha pesha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
auzaar
औज़ार
.اَوزار
instruments, tools
[ Tokra mazduri ke liye dhalayi ka ek qudrati auzar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taajir
ताजिर
.تاجِر
trader, businessman
[ Patel Bhai chamde ka bada taajir hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hurriyat
हुर्रियत
.حُرِّیَت
liberty, independence, freedom
[ Hurriyat-pasand log kabhi mahdood ilaqe par aamaada nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jur.at
जुरअत
.جُرْأَت
courage, audacity, boldness, valour
[ Chalak adami ishq ki raah mein na-muradi ke panv jurat se rakhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bil-KHusuus
बिल-ख़ुसूस
.بِالْخُصْوص
specially, particularly, in particular
[ Hindustan mein bilkhusoos Tamil Nadu aur Bengal vagaira mein koka ki kheti ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huur
हूर
.حُور
virgin of paradise, beautiful nymph of Paradise
[ Main ne jannat mein ek mahal ke niche nahar ke kinare ek hoor ko vuzu karte dekha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of bayan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (bayaan)
bayaan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone