Search results
Saved words
Showing results for "batn"
Meaning ofSee meaning batn in English, Hindi & Urdu
English meaning of batn
Noun, Masculine
- belly, stomach, abdomen
- womb
- generation
- the inside
- the inner self
- subsidiary (of a larger organization)
- auricle
Sher Examples
batn har sañg meñ dekhe jo koī paikar-e-nāz
kis ko hāsil vo sanam-sāz-nazar hai baabā
batn har sang mein dekhe jo koi paikar-e-naz
kis ko hasil wo sanam-saz-nazar hai baba
na jaane kab koī karvaT hameñ jagā Daale
zamīñ ke batn meñ ḳhvābīda zalzale ham log
na jaane kab koi karwaT hamein jaga Dale
zamin ke batn mein KHwabida zalzale hum log
kahīñ sahrā meñ bhī Das le na hameñ sairābī
ret ke batn se phunkārtā dariyā niklā
kahin sahra mein bhi Das le na hamein sairabi
ret ke batn se phunkarta dariya nikla
बत्न के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पेट, अमाशय, उदर, जठर (बाहर से तथा अंदर का वह भाग जिसमें मेदा, जिगर, तिल्ली और आँतें हैं)
- गर्भाशय, बच्चादानी, वह अंग जिसमें गर्भावस्था धारण होता है
- बड़े ख़ानदान का छोटा क़बीला
- वंश, पुश्त, नस्ल, पीढ़ी
- वास्तविक अर्थ जो किसी शब्द या वाक्यांश में छुपा हो
- विचार एवं चिंताएँ जो दिल और दिमाग़ में छुपे हों
- (भौतिक खगोलिकी) वह सितारा जो कौकबा-ए-क़ैतूरस के उस भाग के मध्य में स्थित है जो घोड़े के आकार जैसा है
- अंदर, भीतर, भीतरी भाग, अंदरूनी हिस्सा, मध्य भाग, दरमियान का हिस्सा
- (किसी सीमित हलक़े का) पेटा, जैसे : दिमाग़ का उदर, हृदय का उदर आदि
- (वनस्पतिविज्ञान) अंडे का पहला भाग जो फूला हुआ होता है
بَطْن کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- پیٹ، شکم، (باہر سے نیز اندر کا وہ حصہ جس مین معدہ ، جگر، تلی اور آنتیں ہیں)
- رحم، بچہ دانی، وہ عضو جس میں حمل قرار پاتا ہے
- نسل، پش، پیڑھی
- خیالات و افکار جو دل و دماغ میں چھپے ہوں
- اندر، بھیتر، اندرونی حصہ، درمیان کا حصہ
- (کسی محدود حلقے کا) پیٹا، جیسے: بطن دماغ، بطن قلب وغیرہ
- اصل مفہوم جو کسی لفط یا فقرے میں مضمر ہو
- بڑے خاندان کا چھوٹا قبیلہ
- (ہیئت) وہ ستارہ جو کوکبۂ قنطورس کے اس حصے کے وسط میں واقع ہے جو گھوڑے کی شکل سے مشابہ ہے
- (نباتیات) بیضہ کا پہلا حصہ جو پھولا ہوا ہوتا ہے
Urdu meaning of batn
Roman
- peT, shikam, (baahar se niiz andar ka vo hissaa jis main maada, jigar, talii aur aante.n hai.n
- rahm, bachchaadaanii, vo uzuu jis me.n hamal qaraar paata hai
- nasal, pash, pii.Dhii
- Khyaalaat-o-afqaar jo dil-o-dimaaG me.n chhape huu.n
- indar, bhiitar, andaruunii hissaa, daramyaan ka hissaa
- (kisii mahiduud halqe ka) piiTaa, jaiseh batan dimaaG, batan qalab vaGaira
- asal mafhuum jo kisii lupht ya fiqre me.n muzammir ho
- ba.De Khaandaan ka chhoTaa qabiila
- (haiyat) vo sitaara jo kaukaba-e-kunto ras ke is hisse ke vast me.n vaaqya hai jo gho.De kii shakl se mushaabeh hai
- (nabaatiiyaat) baiza ka pahlaa hissaa jo phuulaa hu.a hotaa hai
Synonyms of batn
Antonyms of batn
Compound words of batn
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (batn)
batn
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone