Search results
Saved words
Showing results for "barq-raftaarii"
Meaning ofSee meaning barq-raftaarii in English, Hindi & Urdu
English meaning of barq-raftaarii
Persian, Arabic - Feminine
- lightening speed
Sher Examples
kahāñ hogā Thikānā barq-raftārī un kī vahshat kā
ki vo manzil ko bhī sañg-e-rah-e-manzil samajhte haiñ
kahan hoga Thikana barq-raftari un ki wahshat ka
ki wo manzil ko bhi sang-e-rah-e-manzil samajhte hain
ye jo ta.ane de rahī hai barq-raftārī mujhe
vajd meñ aa jā.ūñ to paa.e na merī dhuul bhī
ye jo tane de rahi hai barq-raftari mujhe
wajd mein aa jaun to pae na meri dhul bhi
savāl un ke to aksar barq-raftārī se hote haiñ
nikaltā hai mire muñh se javāb āhista āhista
sawal un ke to aksar barq-raftari se hote hain
nikalta hai mere munh se jawab aahista aahista
बर्क़-रफ़्तारी के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - स्त्रीलिंग
- बिजली की भाँति तेज़ चलना
برق رفتاری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - مؤنث
- بجلی کی طرح تیز چلنا
Urdu meaning of barq-raftaarii
- Roman
- Urdu
- bijlii kii tarah tez chalnaa
Showing search results for: English meaning of barkraftaari, English meaning of barkraftari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iztiraab
इज़्तिराब
.اِضْطِراب
perturbation, mental disturbance, mental unease, trouble
[ Iztirab ki kaifiyat mein dhyan qabu mein nahin rahta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
acompanion, associate, comrade, ally
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eadon men rafiq rahte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
alqaab
अलक़ाब
.اَلقاب
titles, form of address in letter-writing, honorific names appellations
[ Buzurg apne hote, apne khurd (Younger) ke lie budhape ke alqab pasand nahin karte ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabassum
तबस्सुम
.تَبَسُّم
smile
[ Tabassum ke siwa kabhi lab-e-mubarak khanda wa qahqaha se aashna nahin hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mukarramii
मुकर्रमी
.مُکَرَّمی
(formula of address, especially at the beginning of a letter) My Respected Sir!
[ Alqab mein naam se mukhatib kia jata hai aur rutbe ke mutabiq naam se pahle mukarrami tahrir kia jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taviil
तवील
.طَوِیل
long, protracted, tall, prolix
[ Taveel arse se chal rahe muqadma ka faisla bil-aakhir kal ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saahil
साहिल
.ساحِل
sea-shore, shore, beach, coast
[ Pawan-Chakkiyan aksar samundar ke sahilon par bani hoti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHtasar
मुख़्तसर
.مُخْتَصَر
short, succinct, abridged, concise
[ Meri kahani bahut mukhtasar magar dilchasp hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustahkam
मुस्तहकम
.مُستَحکَم
firm, stable, established, strong
[ Sehatmand ghiza jism ko mustahkam aur mazboot rakhti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaum
यौम
.یَوم
a day, twenty-four-hour period, reckoned from one midnight to the next an age
[ Yaum-e-aazadi har saal josh-o-kharosh se manaya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (barq-raftaarii)
barq-raftaarii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone