Search results
Saved words
Showing results for "baKHshii"
Meaning ofSee meaning baKHshii in English, Hindi & Urdu
English meaning of baKHshii
Noun, Masculine
- a paymaster (in Moham. armies), a Mogul military rank, (the office of paymaster being combined with that of general), an officer who kept an account of all disbursements connected with military tenures (as those of mansabdas and jagirdas)
- a scribe, secretary
- an inspector, tax collector for villages, collector of house-rents
- a grand falconer
- a giver
Sher Examples
duniyā ne fasānoñ ko baḳhshī afsurda haqā.eq kī talḳhī
aur ham ne haqā.eq ke naqshe meñ rañg bharā afsānoñ kā
duniya ne fasanon ko baKHshi afsurda haqaeq ki talKHi
aur hum ne haqaeq ke naqshe mein rang bhara afsanon ka
āñkheñ ḳhudā ne baḳhshī haiñ rone ke vāste
do kashtiyāñ milī haiñ Dubone ke vāste
aankhen KHuda ne baKHshi hain rone ke waste
do kashtiyan mili hain Dubone ke waste
sirf itne ke liye āñkheñ hameñ baḳhshī ga.iiñ
dekhiye duniyā ke manzar aur ba-ibrat dekhiye
sirf itne ke liye aankhen hamein baKHshi gain
dekhiye duniya ke manzar aur ba-ibrat dekhiye
zindagī chhīn le baḳhshī huī daulat apnī
tū ne ḳhvāboñ ke sivā mujh ko diyā bhī kyā hai
zindagi chhin le baKHshi hui daulat apni
tu ne KHwabon ke siwa mujh ko diya bhi kya hai
ājizī baḳhshī ga.ī tamkanat-e-faqr ke saath
dene vaale ne hameñ kaun sī daulat nahīñ dī
aajizi baKHshi gai tamkanat-e-faqr ke sath
dene wale ne hamein kaun si daulat nahin di
बख़्शी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- गाँवों, कस्बों आदि में कर वसूल करने वाला अधिकारी
- सैनिकों को वेतन बाँटने वाला, मध्य-युग में सैनिकों को तनख्वाह बांटने वाला एक कर्मचारी, फ़ौज का खजांची, कोषाध्यक्ष, सेनाध्यक्ष, सेना प्रमुख
- मध्ययुग में तनख़्वाह बाँटने वाला कर्मचारी
- कोषाध्यक्ष; खजांची; मवेशीख़ाने का मुंशी
- कस्बों में टैक्स वसूल करने वाला, गाँवों, कस्बों आदि में कर वसूल करने वाला अधिकारी
- दानशील।
- मवेशीख़ाने का मुंशी
- दानशील
بَخْشی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- فوج یا چوکیداروں کی تنخواہ بانٹنے اور اس کا حساب کتاب رکھنے والا افسر، تنخواہ بانٹنے والا، بعد میں صرف چوکیداروں کی تنخواہ بانٹنے والوں کو کہتے تھے، پے ماسٹر، جنرل یا کمانڈر انچیف، میر سپہ، سپہ سالار، میر لشکر، سپہدار
- اسم سابق کے مفہوم سے مل کر بخشنا، دینا وغیرہ کے معنے میں مستعمل
- فوج کا خزانچی، خزانہ دار، خازن
- قصبات میں خراج وصول کرنے والا، قصبات اور گاؤں وغیرہ میں ٹیکس وصول کرنے والا آفیسر یا حاکم
- مویشی خانہ کا منشی
- فیاض، سخی
اسم، مؤنث
- ترکیب میں جزو دوم
Urdu meaning of baKHshii
- Roman
- Urdu
- fauj ya chaukiidaaro.n kii tanaKhvaah baanTne aur is ka hisaab kitaab rakhne vaala afsar, tanaKhvaah baanTne vaala, baad me.n sirf chaukiidaaro.n kii tanaKhvaah baanTne vaalo.n ko kahte the, pai maasTar, janral ya kamaanDar inchiif, miir sippa, sipahsaalaar, miir lashkar, sippaadaar
- ism saabiq ke mafhuum se mil kar bakhshana, denaa vaGaira ke maane me.n mustaamal
- fauj ka Khazaanchii, Khazaanaadaar, Khaazin
- qasbaat me.n Kharaaj vasuul karne vaala, qasbaat aur gaanv vaGaira me.n Taiks vasuul karne vaala auphiisar ya haakim
- maveshii Khaanaa ka munshii
- fayyaaz, sakhii
- tarkiib me.n juzu dom
Synonyms of baKHshii
Proverbs of baKHshii
Rhyming words of baKHshii
Compound words of baKHshii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of bakhshee, English meaning of bakhshi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaab
अस्बाब
.اَسْباب
causes, motives, means, reasons
[ Doctor Corona ke zamaane mein Corona jaisi khatarnak virus ke asbaab ka pata laga rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aadat
'आदत
.عادَت
habit, treatment, disposition
[ Aadat kisi bhi chiz ki ho usko chhor pana bahut mushkil kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sat.h
सत्ह
.سَطْح
expanse, platform, surface layer, surface
[ Pani ki satah par banne wali taswir der-paa nahin hoti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tib
तिब
.طِبْ
the science of medicine, medical treatment
[ Tib ke usoolon par chala jaye to sihat barbad nahin hoti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aajiz
'आजिज़
.عاجِز
disappointed, in despair, hopeless
[ Be-rozgari se ajiz ho kar mulk chhor dena bhi achchha nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHataa-kaar
ख़ता-कार
.خَطا کار
guilty, wrongdoer, culprit
[ Khatakar ko kabhi na kabhi saza zaroor milti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aabid
'आबिद
.عابِد
godly, pious, devout
[ Dosron ka diya khane wala abid wa zahid ho hi nahin sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faaqa-kashii
फ़ाक़ा-कशी
.فاقَہ کَشی
starvation
[ Gharib ki faqa-kashi ek din zaroor rang layegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaaniin
क़वानीन
.قَوانِین
canons, rules, laws, ordinances, statutes
[ Aajkal kuch log sarkari qavanin ki khilaf-varzi khub dhadalle se kar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
badaulat
बदौलत
.بَدَولَت
by the favour or bounty (of)
[ Shaahid Ahsan ka bahut ehsaanmand hai kyunki Ahsan ki badaulat hi use naukari mili hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (baKHshii)
baKHshii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone