Search results
Saved words
Showing results for "bait-ul-haraam"
Meaning ofSee meaning bait-ul-haraam in English, Hindi & Urdu
English meaning of bait-ul-haraam
Noun, Masculine
- the Ka'aba
- the sacred house, the temple of Mecca, the Ka'aba
Sher Examples
vahdat meñ be-ḳhudī kā ibādat huā hai naam
mai-ḳhāne kuuñ adab setī bait-ul-harām jaan
wahdat mein be-KHudi ka ibaadat hua hai nam
mai-KHane kun adab seti bait-ul-haram jaan
kāfir hamāre dil kī na pūchh apne ishq meñ
bait-ul-harām thā so vo bait-us-sanam huā
kafir hamare dil ki na puchh apne ishq mein
bait-ul-haram tha so wo bait-us-sanam hua
kiye haiñ kis ko jabīn-e-niyāz ne sajde
ye ehtirām ai bait-ul-harām kis kā hai
kiye hain kis ko jabin-e-niyaz ne sajde
ye ehtiram ai bait-ul-haram kis ka hai
बैत-उल-हराम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह जगह जहां वध या युद्ध करना मना हो, काबा परिसर का नाम, का'बा, पवित्र घर
بَیتُ الحَرام کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ گھر جو محترم ہے یا جس کی مقررہ حد میں شکار اور قتل وغیرہ حرام ہے، خانۂ کعبہ، مسجد حرام، بیت اللہ
Urdu meaning of bait-ul-haraam
- Roman
- Urdu
- vo ghar jo muhatram hai ya jis kii muqarrara had me.n shikaar aur qatal vaGaira haraam hai, Khaanaa-e-kaaabaa, masjid haraam, baitullaah
Synonyms of bait-ul-haraam
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baitulharaam, English meaning of baitulharam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aashara
मु'आशरा
.مُعاشَرَہ
society
[ Aaj ka mu'ashara matlab-paraston se bhara hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharm
शर्म
.شَرْم
honour, esteem, reputation
[ Naukar jo ye jane ki mujhe khawind (Husband) pahachanta hai to use kam mein sharm aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
reshmii
रेशमी
.ریشمی
bright and soften like silk, like: silky hair
[ Bhagalpuri reshmi sadiyan bahut mash.hur hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afsaana
अफ़्साना
.اَفْسانَہ
short story, fiction, tale, romance
[ Adab (Literature) mein afsana ko ek khas ahmiyat hasil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diivaana
दीवाना
.دِیوانَہ
(Metaphorically) mad, insane, frenzied
[ Majnun laila ke ishq mein divana ho gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaavind
ख़ाविंद
.خاوِنْد
husband
[ Nauzaida (Newborn) ko kajal lgane ka neg khawind ki bahan anjam deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zulf
ज़ुल्फ़
.زُلْف
ringlet, lock, tress
[ Shaer ne lambe balon wali aurat ke zulfon ko ghanghor ghata ke manind thahraya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani, chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maGruur
मग़रूर
.مَغْرُور
vain, arrogant
[ Maghrur shakhs muashare ke liye lanat hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (bait-ul-haraam)
bait-ul-haraam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone