Search results
Saved words
Showing results for "baazii"
Meaning ofSee meaning baazii in English, Hindi & Urdu
English meaning of baazii
Noun, Feminine
- bet, trick, hazard, game of chess/ cards
- deceit, deception, wager, stake
- sport, game, play
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
gar baazī ishq kī baazī hai jo chāho lagā do Dar kaisā
gar jiit ga.e to kyā kahnā haare bhī to baazī maat nahīñ
gar bazi ishq ki bazi hai jo chaho laga do Dar kaisa
gar jit gae to kya kahna haare bhi to bazi mat nahin
mushkil thā kuchh to ishq kī baazī ko jītnā
kuchh jītne ke ḳhauf se haare chale ga.e
mushkil tha kuchh to ishq ki bazi ko jitna
kuchh jitne ke KHauf se haare chale gae
ham bhī kyā zindagī guzār ga.e
dil kī baazī lagā ke haar ga.e
hum bhi kya zindagi guzar gae
dil ki bazi laga ke haar gae
बाज़ी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- खेल, करतब, प्रतियोगिता, दावं, शर्त लगाना, बदना
- करतब; तमाशा
- कौतुहल, तमाशा, खेल, शर्त, पण, शर्त पर लगाया हुआ रुपया, धोखा, छल, ताश, शत्रंज आदि का एक बार का खेल, ठठोल, मस्खरःपन।।
- तमाशा, खेल, शर्त
- शतरंज या ताश आदि का एक पूरा खेल
- किसी खेल का दाँव; बारी
- शर्त
بازی کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- کھیل، تماشا، کرتب
- وہ چیز جو کوئی شخص شرط میں ہار جائے ، زر شرط
- کھیلنا، شغل کرنا، مشغول رہنا
- چال، فریب
- ساتھ کھیلنے کی حالت یا کیفیت
- غلبہ، جیت
- تاش گنجفے شطرنج وغیرہ کا کھیل
- تاش یا گنجفے کے پتے یا شطرنج وغیرہ کی گوٹیں جو بانْٹ میں کسی کھلاڑی کو ملیں، بانْٹ کے بعد ہمرنْگ پتے
- شرط ، مقابلہ، (اکثر ہار جیت کے ساتھ)
- کبوتر کا پلٹیاں کھانا، کبوتر کے پلٹیاں کھانے یا کلا کرنے کا عمل، کبوتر کا گرہ کرنا(بیشتر کابلی کبوتر کے لیے مستعمل)
- وہ جدوجہد جس میں یہ یقین نہ ہو کہ نفع ہوگا یا نقصان، امید و بیم کی حالت کا کام
- (تصوف) توجہ خالص اور جذبہ حقانی، جس کے سبب سے مالک کا دل متغیر نہیں ہوتا اور طلب حق میں ساتوار اور سرگرم رہتا ہے
Urdu meaning of baazii
Roman
- khel, tamaashaa, kartab
- vo chiiz jo ko.ii shaKhs shart me.n haar jaaye, zar shart
- khelnaa, shagal karnaa, mashGuul rahnaa
- chaal, fareb
- saath khelne kii haalat ya kaifiiyat
- Galba, jiit
- taash ganjafe shatranj vaGaira ka khel
- taash ya ganjafe ke patte ya shatranj vaGaira kii goTe.n jo baan॒Ta me.n kisii khilaa.Dii ko milen, baan॒Ta ke baad hamran॒ga patte
- shart, muqaabala, (aksar haar jiit ke saath
- kabuutar ka palTiiyaa.n khaanaa, kabuutar ke palTiiyaa.n khaane ya kallaa karne ka amal, kabuutar ka girah karnaa(beshatar kaabulii kabuutar ke li.e mustaamal
- vo jadd-o-jahad jis me.n ye yaqiin na ho ki nafaa hogaa ya nuqsaan, ummiid-o-biim kii haalat ka kaam
- (tasavvuf) tavajjaa Khaalis aur jazbaa haqqaanii, jis ke sabab se maalik ka dil mutaGayyar nahii.n hotaa aur talab haq me.n saatvaar aur sargarm rahtaa hai
Synonyms of baazii
Rhyming words of baazii
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasraa
आसरा
.آسْرا
confidence, dependence
[ Us budhe aadmi ki zindagi mein kuchh ummid nahin rahi thi koi aasra nahin tha phir wo pareshan kyun na hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath den to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruud
सुरूद
.سُرُود
song, lyric, anthem
[ Samaj ke murda logon mein zindagi daudane ke liye surood-e-nau ki zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of baaji, English meaning of baazee
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (baazii)
baazii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone