Search results
Saved words
Showing results for "baad-e-bahaar"
Meaning ofSee meaning baad-e-bahaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of baad-e-bahaar
Noun, Feminine
- spring-time breeze
- a kind speedy vehicle during Mughal era in India
- (Metaphorically) the instruments that were played at the time of the appearance of the royal vehicle of Bad-Bahari
Sher Examples
aatī ba-ḳhud nahīñ hai bād-e-bahār ab tak
do gaam thā chaman meñ Tak naaz se chalā tū
aati ba-KHud nahin hai baad-e-bahaar ab tak
do gam tha chaman mein Tak naz se chala tu
aa.egī 'faiz' ik din bād-e-bahār le kar
taslīm-e-mai-faroshāñ paiġhām-e-mai-gusārāñ
aaegi 'faiz' ek din baad-e-bahaar le kar
taslim-e-mai-faroshan paigham-e-mai-gusaran
sharminda rakhte haiñ mujhe bād-e-bahār se
mīnā-e-be-sharāb o dil-e-be-havā-e-gul
sharminda rakhte hain mujhe baad-e-bahaar se
mina-e-be-sharab o dil-e-be-hawa-e-gul
बाद-ए-बहार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- बसंत ऋतु की सुगंधित और शीतल वायु
- भारत में मुग़ल काल में एक तीव्रगामी शाही सवारी का नाम जिसे दो घोड़े खींचते थे
- (लाक्षणिक) वह बाजा या बाजे जो शाही सवारी (बाद-बहारी) के प्रकट होने के समय बजाए जाते थे
بادِ بَہار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- وہ سبک رفتار ہوا جو بہار کے موسم میں چلتی اور اس کے اثر سے امنگیں اور نشو و نما کی طاقتیں از سر نو زندہ ہوجاتی ہیں
- ہندوستان میں مغل حکومت کے دور کی ایک سبک رفتار شاہی سواری کا نام جسے دو گھوڑے کھینچتے تھے
- (مجازاً) وہ باجا یا باجے جو شاہی سواری (باد بہاری) کے برآمد ہونے کے وقت بجاتے تھے
Urdu meaning of baad-e-bahaar
- Roman
- Urdu
- vo sabak raftaar hu.a jo bihaar ke mausam me.n chaltii aur is ke asar se umange.n aur nasho-o-numaa kii taaqte.n az sar-e-nau zindaa hojaatii hai.n
- hinduustaan me.n muGal hukuumat ke daur kii ek sabak raftaar shaahii savaarii ka naam jise do gho.De khiinchte the
- (majaazan) vo baajaa ya baaje jo shaahii savaarii (baad-e-bihaarii) ke baraamad hone ke vaqt bajaate the
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baadebahaar, English meaning of badebahar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (baad-e-bahaar)
baad-e-bahaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone