Search results
Saved words
Showing results for "baa-chashm-e-tar"
Meaning ofSee meaning baa-chashm-e-tar in English, Hindi & Urdu
English meaning of baa-chashm-e-tar
- with wet eyes
Sher Examples
tere marīz-e-hijr kā ab to ye haal hai
aayā jo dekhne ko vo bā-chashm-e-tar gayā
tere mariz-e-hijr ka ab to ye haal hai
aaya jo dekhne ko wo ba-chashm-e-tar gaya
shādmānī ke rañg-mahloñ meñ
'shād' bā-chashm-e-tar ga.e haiñ ham
shadmani ke rang-mahlon mein
'shad' ba-chashm-e-tar gae hain hum
uThā phir aaj mire dil meñ rashk kā tūfāñ
phir un kī raah se bā-chashm-e-tar gayā koī
uTha phir aaj mere dil mein rashk ka tufan
phir un ki rah se ba-chashm-e-tar gaya koi
बा-चश्म-ए-तर के हिंदी अर्थ
- आँखों में आँसू के साथ
Urdu meaning of baa-chashm-e-tar
Roman
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of baachashmetar, English meaning of bachashmetar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (baa-chashm-e-tar)
baa-chashm-e-tar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone