Search results
Saved words
Showing results for "aziyyat"
Meaning ofSee meaning aziyyat in English, Hindi & Urdu
English meaning of aziyyat
Noun, Feminine, Singular
-
wanton injury, molestation, annoyance, oppression
Example • Maidan-e-jang mein shumar se kharij (countless) aadami har-har tarah kuchal kar aur aziyat jhel kar mare
- trouble, suffering, distress
Sher Examples
'talab' baḌī hī aziyyat kā kaam hotā hai
bikharte TūTte rishtoñ kā bojh Dhonā bhī
'talab' baDi hi aziyyat ka kaam hota hai
bikharte TuTte rishton ka bojh Dhona bhi
aziyyat musībat malāmat balā.eñ
tire ishq meñ ham ne kyā kyā na dekhā
aziyyat musibat malamat balaen
tere ishq mein hum ne kya kya na dekha
tujh se ab aur mohabbat nahīñ kī jā saktī
ḳhud ko itnī bhī aziyyat nahīñ dī jā saktī
tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti
KHud ko itni bhi aziyyat nahin di ja sakti
ek hī shahr meñ rahnā hai magar milnā nahīñ
dekhte haiñ ye aziyyat bhī gavāra kar ke
ek hi shahr mein rahna hai magar milna nahin
dekhte hain ye aziyyat bhi gawara kar ke
ab dil bhī dukhāo to aziyyat nahīñ hotī
hairat hai kisī baat pe hairat nahīñ hotī
ab dil bhi dukhao to aziyyat nahin hoti
hairat hai kisi baat pe hairat nahin hoti
अज़िय्यत के हिंदी अर्थ
اَذِیَّت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث، واحد
-
جسمانی تکلیف، دکھ
مثال • میدان جنگ میں شمار سے خارج آدمی ہر ہر طرح کچل کر اور اذیت جھیل کر مرے
- ذہنی کوفت، روحانی صدمہ
Urdu meaning of aziyyat
- Roman
- Urdu
- jismaanii takliif, dukh
- zahnii kofat, ruhaanii sadma
Synonyms of aziyyat
Antonyms of aziyyat
Compound words of aziyyat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ajiyyat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qitaar
क़ितार
.قِطَار
line, queue, row
[ Ek sath chadhava karne vale logon ki nadi ke kinare qatar lagi huyi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ishq
'इश्क़
.عِشْق
strong emotional attachment, all-consuming love, love
[ Ishq mein mafad ki koi jagah nahin hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaarobaarii
कारोबारी
.کَارُوْبارِی
businessman
[ Hindustan mein duniya ki badi-badi kaarobaarii hastiyan hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farefta
फ़रेफ़्ता
.فَریفْتَہ
attracted to, deluded, seduced
[ Duniyavii chizen dil ko farefta kar ke aarizi khushi hi pahunchati hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aqiidat
'अक़ीदत
.عَقِیدَت
faith, veneration, alliance, attachment
[ Bandon ki khuda ke tayeen aqidat honi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehtijaaj
एहतिजाज
.اِحْتِجاج
protest, objection, outcry
[ Hindustani awam ne Angrez hukoomat ke khilaf ba-awaz-e-buland ehtijaj kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajviiz
तज्वीज़
.تَجْوِیز
resolution, determination
[ Ham is tajviz ki himayat karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaabaashii
शाबाशी
.شاباشی
appreciation, praise
[ Mere bayan par us ki shaabaashi dikhaavaa hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa-vafaa
बा-वफ़ा
.با وَفا
sincere, true, devoted, faithful, loyal
[ Tulsi-Daas Raam ke tayeen ba-wafa the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraah-e-raast
बराह-ए-रास्त
.بَراہِ راسْت
directly
[ Khalid baghair apne vaalidain se puche barah-e-raast apne doston ko ghar par bula liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aziyyat)
aziyyat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone