Search results
Saved words
Showing results for "'azaab-e-darbadrii"
Meaning ofSee meaning 'azaab-e-darbadrii in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'azaab-e-darbadrii
- pain of vagrancy, nomadic existence
Sher Examples
uThā.e phirte haiñ kab se azāb-e-dar-badrī
ab is ko vaqf-e-rah-e-yār karnā chāhte haiñ
uThae phirte hain kab se azab-e-dar-badri
ab is ko waqf-e-rah-e-yar karna chahte hain
vo jo hue firdaus-badar taqsīr thī vo aadam kī magar
merā azāb-e-dar-badrī merī nā-karda-gunāhī hai
wo jo hue firdaus-badar taqsir thi wo aadam ki magar
mera azab-e-dar-badri meri na-karda-gunahi hai
ghane daraḳhtoñ ke girne pe mā-sivā-e-havā
azāb-e-dar-badrī aur kaun sahtā hai
ghane daraKHton ke girne pe ma-siwa-e-hawa
azab-e-dar-badri aur kaun sahta hai
'अज़ाब-ए-दरबदरी के हिंदी अर्थ
- कहीं का न रहने की पीड़ा
Urdu meaning of 'azaab-e-darbadrii
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ajaabedarbadri, English meaning of ajabedarbadri
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustaqbil
मुस्तक़बिल
.مُسْتَقْبِل
future, time ahead
[ Shila apna mustaqbil janne ke liye pandit ji ko hath dikha rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa
ज़िया
.ضِیا
light, blaze, illumination
[ Chand ki chandi sitaron ki ziya ko mand kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHaalif
मुख़ालिफ़
.مُخالِف
opponent, enemy, adversary
[ Maujooda hukumat par dabav dalne ke liye mukhalif partiyon ne hath mila liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaaz
रियाज़
.رِیاض
regular and constant practice to learn something
[ Har fan mein kamal hasil karne ke liye sakht riyaz ki zaroorat hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziddii
ज़िद्दी
.ضِدّی
headstrong, stubborn, obstinate
[ Ziddi bade hon ya bachche samajh se khali hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarab
तरब
.طَرَب
happiness, cheerfulness, joy
[ Mahfil-e-tarab mein koi ranjida baat kahan yaad ki jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa
रज़ा
.رَضا
desire, will, wish
[ Kuchh insan aise bhi hote hain jinse khud khuda unki raza puchhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raazii
राज़ी
.راضی
satisfied, agreed, agreeable
[ Faza kharab hone ki wajah se shahr ke hakim juloos nikalne ki ijazat dene ko razi nahi hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarii
तारी
.طاری
coming unexpectedly, intervening, happening
[ Shahr mein haiza se kai mauten hone ki wajah se logon par khauf tari ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baqaa
बक़ा
.بَقا
security, safety
[ Duniya mein amn ki baqaa ke liye bahut conferencen hoti hain lekin jangein phir bhi nahin ruktin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('azaab-e-darbadrii)
'azaab-e-darbadrii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone