Search results
Saved words
Showing results for "az-raah-e-karam"
Meaning ofSee meaning az-raah-e-karam in English, Hindi & Urdu
English meaning of az-raah-e-karam
- by way of kindness, kindly
Sher Examples
raat mujh mulzam-e-pā-bos ko az-rāh-e-karam
sarzanish kuchh bhī na kī ḳhud vo lajā.īñ āñkheñ
raat mujh mulzam-e-pa-bos ko az-rah-e-karam
sarzanish kuchh bhi na ki KHud wo lajain aankhen
chain ho jā.egā dil ko mire az-rāh-e-karam
merī āñkhoñ pe rakhoge jo qadam kyā hogā
chain ho jaega dil ko mere az-rah-e-karam
meri aankhon pe rakhoge jo qadam kya hoga
ham soch rahe the un ko abhī vo parda uThā kar aa bhī ga.e
vo phuul mohabbat ke ham par az-rāh-e-karam barsā bhī ga.e
hum soch rahe the un ko abhi wo parda uTha kar aa bhi gae
wo phul mohabbat ke hum par az-rah-e-karam barsa bhi gae
अज़-राह-ए-करम के हिंदी अर्थ
- दया के भाव से
Urdu meaning of az-raah-e-karam
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ajraahekaram, English meaning of ajrahekaram
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
talaatum
तलातुम
.تَلَاطُم
storm, choppiness, (of the sea)
[ Jahaz bhi samundar ke talatum se hil jata hai phir naav kya chiz hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maayuus
मायूस
.مایُوس
disappointed, hopeless, desperate
[ Mahangai ki wajah se phalon ki kheti karne wale kisanon ko mayus hona pad raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imtihaan
इम्तिहान
.اِمْتِحان
examination
[ Talaba (Students) imtihan qarib hone par padhaayi mein man lagate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahruum
महरूम
.مَحْرُوم
disappointed, repulsed
[ Ek kasir (Plurality) aabadi bijli ki raushni, pine ka saaf paani aur dawa ilaj ki suhulaton se bhi mahrum hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
amaan
अमान
.اَمان
security, protection, safeguard, custody
[ Jab jang chhid gayi ho to logon ko kahin amaan nahin milti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam-rasaa.n
पैग़ाम-रसाँ
.پَیغام رَساں
messenger, envoy
[ Kuch jagahon par aaj bhi paighaam-rasaan kabootron ka istemaal hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mannat
मन्नत
.مَنَّت
an act of prayer or devotion carried out if a wish is fulfilled, vow
[ Jumerat (Thursday) ke din mannat murad wale kasrat se aate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takallum
तकल्लुम
.تَکَلُّم
speech, conversation, eloquence
[ Takallum ka andaz dil-kash ho to shakhsiyat mein char chand lag jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maGmuum
मग़्मूम
.مَغمُوم
sorrowful, sad
[ Ghar mein maatam pasra hua tha aur har shakhs nidhal aur maghmum nazar aa raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rauzan
रौज़न
.رَوزَن
hole in the wall or roof, skylight, window
[ Sard hawaon ka ye kahan ki wo ain (Exact) us lamhe ke rauzanon ke andar aayen jab mazar ke qarib charagh jalaya ja raha ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (az-raah-e-karam)
az-raah-e-karam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone