Search results
Saved words
Showing results for "arzaa.n"
Meaning ofSee meaning arzaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of arzaa.n
Adjective
- cheap, low-priced, of no value
- (Metaphorically) abundant
Sher Examples
matā-e-dil bahut arzāñ hai kyuuñ nahīñ lete
ki ek bose pe saudā hai ab to aa Thahrā
mata-e-dil bahut arzan hai kyun nahin lete
ki ek bose pe sauda hai ab to aa Thahra
jo arzāñ hai to hai un kī matā-e-ābrū varna
zarā sī chiiz bhī behad girāñ hai is zamāne meñ
jo arzan hai to hai un ki mata-e-abru warna
zara si chiz bhi behad giran hai is zamane mein
dostoñ se ye kahūñ kyā ki mirī qadr karo
abhī arzāñ huuñ kabhī pāoge nāyāb mujhe
doston se ye kahun kya ki meri qadr karo
abhi arzan hun kabhi paoge nayab mujhe
اَرْزاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- کم بہا، کم قیمت، سستا
- (مجازاً) کثیر، فراواں، وافر
Urdu meaning of arzaa.n
- Roman
- Urdu
- kam bahaa, kam qiimat, sastaa
- (majaazan) kasiir, firaavaa.n, vaafar
Synonyms of arzaa.n
Antonyms of arzaa.n
Compound words of arzaa.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of arjaan, English meaning of arjan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaasa
असासा
.اَثاثَہ
goods
[ Chor ghar ka sara asasa chura kar le gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tanhaa.ii
तन्हाई
.تَنْہائی
separation
[ Raat ki tanhayi mein jab duniya neend ka lutf uthati Yaqub ka dil bete ki yaad mein tadapta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zuhra
ज़ुहरा
.زُہْرَہ
the planet Venus
[ Ham ba-zariya-e-durbin ke Zohra ko dekhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hamdard
हमदर्द
.ہَمدَرد
sympathiser
[ Urdu idaron ko hamdard logon ki bahut zarurat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaabita
ज़ाबिता
.ضابِطَہ
custom, control, discipline
[ Zindagi mein sukoon-o-chain ke liye zaroori hai ki koi zabita ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haazma
हाज़मा
.ہاضمَہ
digestion
[ Pani ragon mein tamam haazma ki raah ho kar guzarta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rihaa.ii
रिहाई
.رِہائی
deliverance, escape, freedom release, discharge
[ Wazir sachcha hai ab qaid-khane se rihayi pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aa.inda
आइंदा
.آئِنْدَہ
future, futurity
[ aainda ki fikr aaj fuzool hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tohfa
तोहफ़ा
.تُحْفَہ
a gratuitous gift, present
[ Wazir-e-aazam ke zuaq-o-shauq (great pleasure) sirf kuchh tohfe tahaaef lene ke liye bahut the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kohna
कोहना
.کُہْنَہ
old, ancient, obsolete
[ Kohna rasmein ab bhi hamare khaandaan mein bahut ahmiyat rakhti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (arzaa.n)
arzaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone