Search results
Saved words
Showing results for "'arsh"
Meaning ofSee meaning 'arsh in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'arsh
Noun, Masculine, Singular
- the highest (the ninth) sphere, the empyrean (where the throne of God is), heaven (as throne of God)
-
sky
Example • Farsh se le kar arsh tak har ek ko mujh se shikayat hai
- a roof, a canopy
- a throne, chair of state
- high status
Sher Examples
charāġh qaum kā raushan hai arsh par dil ke
use havā ke farishte bujhā nahīñ sakte
charagh qaum ka raushan hai arsh par dil ke
use hawa ke farishte bujha nahin sakte
farsh tā arsh koī nām-o-nishāñ mil na sakā
maiñ jise DhūñDh rahā thā mire andar niklā
farsh ta arsh koi nam-o-nishan mil na saka
main jise DhunDh raha tha mere andar nikla
ishq se jā nahīñ koī ḳhālī
dil se le arsh tak bharā hai ishq
ishq se ja nahin koi KHali
dil se le arsh tak bhara hai ishq
arsh tak jaatī thī ab lab tak bhī aa saktī nahīñ
rahm aa jaatā hai kyuuñ ab mujh ko apnī aah par
arsh tak jati thi ab lab tak bhi aa sakti nahin
rahm aa jata hai kyun ab mujh ko apni aah par
ai junūñ haath jo vo zulf na aa.ī hotī
aah ne arsh kī zanjīr hilā.ī hotī
ai junun hath jo wo zulf na aai hoti
aah ne arsh ki zanjir hilai hoti
'अर्श के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
-
आकाश, आसमान
उदाहरण • फ़र्श से ले कर अर्श तक हर एक को मुझसे शिकायत है
- तख़्त, शाही सिंहासन
- छत, पटाव या उसकी आंतरिक सतह
- आसमान, आकाश
-
(सूफ़ीवाद) एक जिस्म जो समस्त अज्साम पर फैला हुआ है और अर्श नाम रखा गया है, ऊँचाई के कारण या फ़रिश्तों के साथ उपमा दिए जाने के कारण कि फ़रिश्तों पर क़ायम है अर्थात जिसे फ़रिशते उठाए हुए हैं और दैवीय आदेश के समय पूर्वनियति या नियति संबंधी आदेशों का अवतरण उसी जगह से होता है
विशेष • अज्साम= दो से अधिक (पशु, वनस्पति, कोशिकीय या आकाशीय) शरीर
عَرْش کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- ایک جسم عظیم جو اپنی وسعت و بلندی کے سبب تمام عالم الجسام پر محیط ہے، بعض اسے نویں آسمان پر اور اس سے بلند خیال کرتے ہیں، کہتے ہیں کہ وہ نور الٰہی سے روشن ہے، تخت الٰہی سے روشن ہے، تخت الٰہی، تخت (فرش کا نقیض)
- تخت، اورنگ
- چھت، سقف
-
آسمان، فلک
مثال • فرش سے لے کر عرش تک ہر ایک کو مجھ سے شکایت ہے
- (تصوّف) ایک جسم جو تمام اجسام کو محیط اور عرش نام رکھا گیا ہے، بسبب بلندی کے یا تشبیہہ دیا گیا ساتھ سریر ملک کے کہ ملک پر قائم ہے یعنی ملائکہ اوٹھائے ہوئے ہیں اور وقت حکمرانی فرمانے کے نزول احکام قضا و قدر کا اسی جگہ سے ہوتا ہے
Urdu meaning of 'arsh
- Roman
- Urdu
- ek jism aziim jo apnii vusat-o-bulandii ke sabab tamaam aalam alajsaam par muhiit hai, baaaz use nauvii.n aasmaan par aur is se baland Khayaal karte hain, kahte hai.n ki vo nuur ilaahii se roshan hai, taKht ilaahii se roshan hai, taKht ilaahii, taKht (farsh ka naqiiz
- taKht, aurang
- chhat, saqf
- aasmaan, falak
- (tasavvuph) ek jism jo tamaam ajsaam ko muhiit aur arsh naam rakhaa gayaa hai, basbab bulandii ke ya tashbiihaa diyaa gayaa saath sariir mulak ke ki mulak par qaayam hai yaanii malaa.ika oThaa.e hu.e hai.n aur vaqt hukmaraanii farmaane ke nuzuul ahkaam qazaa-o-qadar ka usii jagah se hotaa hai
Synonyms of 'arsh
Antonyms of 'arsh
Rhyming words of 'arsh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of arsh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
hostility, malice, enmity, animosity
[ Ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koi kahan hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aarii
'आरी
.عاری
free (from), empty
[ Koi aql se aari bhale hi ho pet se khali nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aariz
'आरिज़
.عارِض
side of the face, cheeks
[ Shayar ne mahboob ke aariz ki tarif mein zamin aur asman ek kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibrat
'इबरत
.عِبْرَت
one from whom a lesson can be learnt
[ Burayi ka anjam kabhi-kabhi bura bhi hota hai hamen usse ibrat hasil karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faal
फ़ाल
.فَال
omen, augury, presage with the help of some occult, etc. book
[ Aurton ki baayen aankh phadakna achcha faal mana jata hai jabki mardon ki baayen aankh phadakna bura faal mana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHavaatiin
ख़वातीन
.خَواتِین
ladies, women
[ Barsaat, dhoop vaghaira mein shahri khavatin chatri ka istemaal karti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ajab
'अजब
.عَجَب
astonishing, strange, extraordinary
[ Mulk ke siyasi halat ne ajab mod le liya hai kuchh kaha nahin ja sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaraa.im
जराइम
.جَرائِم
crimes, offences, faults, sins
[ Aajkal muashare mein jaraim bahut zyada badh gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ubuur
'उबूर
.عُبُور
crossing a stretch of land or water
[ Zindagi mein kabhi-kabhi mushkilat ka dariya bhi uboor karna padta hai isse ghabrana nahin chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('arsh)
'arsh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone