Search results
Saved words
Showing results for "arbaab-e-daanish"
Meaning ofSee meaning arbaab-e-daanish in English, Hindi & Urdu
English meaning of arbaab-e-daanish
Plural
- the wise, the intelligentsia, intellectuals
Sher Examples
chup haiñ 'ravish' ab arbāb-e-dānish
the tanz kyā kyā ahl-e-junūñ par
chup hain 'rawish' ab arbab-e-danish
the tanz kya kya ahl-e-junun par
paḌhte haiñ is daur ke arbāb-e-dānish roz-o-shab
vo sahīfe jin meñ ki bāb-e-duā koī nahīñ
paDhte hain is daur ke arbab-e-danish roz-o-shab
wo sahife jin mein ki bab-e-dua koi nahin
vo jo arbāb-e-dānish haiñ un ke liye ik nisāb-e-amal sūjhtā hai mujhe
kyā haiñ vo aur kyā hai ye nazm-e-jahāñ kuchh tafakkur kareñ kuchh ta.ammul kareñ
wo jo arbab-e-danish hain un ke liye ek nisab-e-amal sujhta hai mujhe
kya hain wo aur kya hai ye nazm-e-jahan kuchh tafakkur karen kuchh tammul karen
अर्बाब-ए-दानिश के हिंदी अर्थ
बहुवचन
- बुद्धिमान, विद्वान, बुद्धिमान
اَرْبَابِ دَانِشْ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
جمع
- دانشمند لوگ، عقل مند، دانشور
Urdu meaning of arbaab-e-daanish
- Roman
- Urdu
- daanishmand log, aqalmand, daanishvar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of arbaabedaanish, English meaning of arbabedanish
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
bar (of iron), spit
[ Daniyal ne salakh ko hath ke zor se tedha kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, sculptured, coloured
[ Ghar ki tamir ke baad zeb-o-zeenat ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muttasil
मुत्तसिल
.مُتَّصِل
joined, contiguous, adjoining, near
[ Jab shaam age badhi to main muttasil kamre mein rone ke liye chali gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahriir
तहरीर
.تَحْرِیر
writing
[ Ustad ne talib-e-ilm ki khush-khat tahrir dekh kar usko shabashi di ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaaqat
सदाक़त
.صَداقَت
truth
[ Gandhiji ki sadaqat sab par ayan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
unsiyyat
उंसिय्यत
.اُنْسِیَّت
feeling of kindness due to familiarity, love, affection
[ Prabhavati Devi aur Kamala Nehru mein bahut unsiyat thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa-kaaraana
रज़ा-काराना
.رَضا کارانَہ
voluntarily
[ School mein bachchon ne razakarana taur par paude lagaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qubuuliyat
क़ुबूलियत
.قُبُولِیَت
approbation, liking
[ Agar insan narmi se bat kare, to har jagah us insan ko qubuliyat aur izzat milti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (arbaab-e-daanish)
arbaab-e-daanish
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone