Meaning ofSee meaning 'aql in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'aql
Sher Examples
maz.habī bahs maiñ ne kī hī nahīñ
fāltū aql mujh meñ thī hī nahīñ
mazhabi bahs main ne ki hi nahin
faltu aql mujh mein thi hi nahin
aql o dil apnī apnī kaheñ jab 'ḳhumār'
aql kī suniye dil kā kahā kījiye
aql o dil apni apni kahen jab 'KHumar'
aql ki suniye dil ka kaha kijiye
aql kahtī hai dobāra āzmānā jahl hai
dil ye kahtā hai fareb-e-dost khāte jā.iye
aql kahti hai dobara aazmana jahl hai
dil ye kahta hai fareb-e-dost khate jaiye
aql ko tanqīd se fursat nahīñ
ishq par a.amāl kī buniyād rakh
aql ko tanqid se fursat nahin
ishq par aamal ki buniyaad rakh
thoḌī sī aql laa.e the ham bhī magar 'adam'
duniyā ke hādsāt ne dīvāna kar diyā
thoDi si aql lae the hum bhi magar 'adam'
duniya ke hadsat ne diwana kar diya
'अक़्ल के हिंदी अर्थ
عَقْل کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- خرد، سمجھ، فہم، دانش، وہ قوّت جس کے وسیلے سے انسان برے بھلے کی تمیز اور دقائق اشیا کو حل کرے
- (فلسفہ) دس فرشتوں (عقول عشرہ) میں سی ایک فرشتہ
- (تصّوف) عالم تمیز
- (عروض) زحافات مرکب ملقبہ میں سے ایک زحاف یہ اجتماع عصب و قبض ہے. جس رکن میں پہلے وتد مجموع ہو پھر سبب ثقیل پھر سبب خفیف تو پہلے اس رکن کے حرف پنجم کو سا کن کرنا پھر اسی کو گرادینا . عقل والے رکن کو معقول کہتے ہیں
- اون٘ٹ کے پاؤں میں رسّی بان٘دھنا
Urdu meaning of 'aql
Roman
- Khirad, samajh, fahm, daanish, vo qoXvat jis ke vasiile se insaan bure bhale kii tamiiz aur daqaa.iq ashyaa ko hal kare
- (falasfaa) das farishto.n (aquul ashra) me.n sii ek farishta
- (tasavvuf) aalim tamiiz
- (uruuz) zahaafaat murkkab mulaqqaba me.n se ek zahaaf ye ijatimaa asab-o-qabaz hai. jis rukan me.n pahle vatad majmuu ho phir sabab skel phir sabab Khafiif to pahle is rukan ke harf panjum ko saa kun karnaa phir usii ko gira denaa . aqal vaale rukan ko maaquul kahte hai.n
- u.unT ke paanv me.n rassii baandhnaa
Synonyms of 'aql
Antonyms of 'aql
Rhyming words of 'aql
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of akl, English meaning of aql
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us ('aql)
'aql
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone