Search results
Saved words
Showing results for "a.ndheraa"
Meaning ofSee meaning a.ndheraa in English, Hindi & Urdu
English meaning of a.ndheraa
Sher Examples
aaj kī raat bhī tanhā hī kaTī
aaj ke din bhī añdherā hogā
aaj ki raat bhi tanha hi kaTi
aaj ke din bhi andhera hoga
hazār sham.a farozāñ ho raushnī ke liye
nazar nahīñ to añdherā hai aadmī ke liye
hazar shama farozan ho raushni ke liye
nazar nahin to andhera hai aadmi ke liye
añdherā hai kaise tirā ḳhat paḌhūñ
lifāfe meñ kuchh raushnī bhej de
andhera hai kaise tera KHat paDhun
lifafe mein kuchh raushni bhej de
mumkin hai ki sadiyoñ bhī nazar aa.e na sūraj
is baar añdherā mire andar se uThā hai
mumkin hai ki sadiyon bhi nazar aae na suraj
is bar andhera mere andar se uTha hai
itnā sach bol ki hoñToñ kā tabassum na bujhe
raushnī ḳhatm na kar aage añdherā hogā
itna sach bol ki honTon ka tabassum na bujhe
raushni KHatm na kar aage andhera hoga
अँधेरा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह समय या स्थिति जिसमें प्रकाश या रोशनी न हो, अंधकार
विशेषण
- धुँधलापन
اَنْدھیرا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ظلمت، تاریکی، اجالا کی ضد
صفت
- تاریک، سیاہ
Urdu meaning of a.ndheraa
- Roman
- Urdu
- zulmat, taariikii, ujaalaa kii zid
- taariik, syaah
Synonyms of a.ndheraa
Antonyms of a.ndheraa
See AllCompound words of a.ndheraa
Proverbs of a.ndheraa
Showing search results for: English meaning of andhera, English meaning of andheraa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadmaan
शादमान
.شادمان
happy, cheerful, delighted
[ Aslam be-had shadman shakhs hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tohfa
तोहफ़ा
.تُحْفَہ
a gratuitous gift, present
[ Wazir-e-aazam ke zuaq-o-shauq (great pleasure) sirf kuchh tohfe tahaaef lene ke liye bahut the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiqaam
इंतिक़ाम
.اِنْتِقام
revenge, vengeance, reprisal, retaliation
[ Bhagwan Ram ne Rawan ko mar kar Maate Site ka intiqam liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrab
मुक़र्रब
.مُقَرَّب
intimate, favourite
[ Ai Umru ye tu malum ho ki muqarrab-e-khudawand to hai lekin khudawand ko ba-zahir tujhase adawat kyun hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karana chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, design, object
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahish ke hisar mein giraftar nahin hote ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farhat
फ़रहत
.فَرْحَت
joy, gladness, pleasure, delight
[ Chay ke ghunt jaise-jaise mere halaq se utar rahe the farhat mahsus ho rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naqqaashii
नक़्क़ाशी
.نَقّاشی
carving, engraving, sculpture, statuary
[ Mandir ke khambon mein tarashi gai naqqashi mandir ki jaan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
enmity, hostility, resentment, hatred, hate
[ ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koyi kahan hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanam
सनम
.صَنَم
idol, sculpture, image
[ Sanam ki surat bana kar baar-baar dekh lene se muhabbat ki pyas nahin bujhti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (a.ndheraa)
a.ndheraa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone