Search results
Saved words
Showing results for "amiin"
Meaning ofSee meaning amiin in English, Hindi & Urdu
English meaning of amiin
Noun, Masculine
Adjective
Sher Examples
ġham-e-roz-o-shab kī amiin hai ye hayāt phir bhī hasīn hai
kahīñ dhuup āriz-e-dost kī kahīñ saaye gesū-e-yār ke
gham-e-roz-o-shab ki amin hai ye hayat phir bhi hasin hai
kahin dhup aariz-e-dost ki kahin saye gesu-e-yar ke
ham ahl-e-dil haiñ mohabbat kī nisbatoñ ke amiin
hamāre paas zamīnoñ kā goshvāra nahīñ
hum ahl-e-dil hain mohabbat ki nisbaton ke amin
hamare pas zaminon ka goshwara nahin
vahī ek sach thā aur us ke baa'd kī saarī tohmateñ jhuuT haiñ
mire dil ko puurā yaqīn hai vo mohabbatoñ kā amiin thā
wahi ek sach tha aur us ke ba'd ki sari tohmaten jhuT hain
mere dil ko pura yaqin hai wo mohabbaton ka amin tha
अमीन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
विशेषण
- न्यासधारी, सत्यनिष्ठ
اَمِین کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جس پر اعتماد اور بھروسہ کیا جاسکے، امانت دار، معتبر
- وہ عہدہ دار جو کسی جائداد کی نگرانی انتظام اور مالگزاری وغیرہ وصول اور جمع کرتا ہے، (انگریزی، ِٹِرَسْٹی)
- عدالت دیوانی میں ڈگری کے مدیون کی جائداد قرق کر نے اور جانچنے والا عہدہ دار
- محکمہ مال میں پیمائش کرنے اور مزروعہ زمین کی حدیں مقرر کر نے اور ان کا نقشہ بنانے والا عہدہ دار
- پیغمبرِ اسلام آنحضرت صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا لقب جو نبوت سے قبل لوگوں کی امانتیں محفوظ رکھنے کی بنا پر آپ کو عوام کی طرف سے ملا تھا
- مشہور فرشتے حضرت جبرئیل علیہ السلام کا لقب جو خدا کا پیغام بے کم و کاست نبی صلعم کے پاس پہنچانے پر مامور تھے
- فرقہ محمودیہ وحدانیہ کے نامور علما کا لقب
Urdu meaning of amiin
- Roman
- Urdu
- jis par etimaad aur bharosaa kiya ja sake, amaanatdaar, motbar
- vo ohdaadaar jo kisii jaayadaad kii nigraanii intizaam aur maalaguzaarii vaGaira vasuul aur jamaa kartaa hai, (angrezii, iTiras॒Tii
- adaalte diivaanii me.n Digrii ke madyuun kii jaayadaad quraq karne aur jaanchne vaala ohdaadaar
- mahikmaa maal me.n paimaa.ish karne aur mazruu.aa zamiin kii hade.n muqarrar karne aur un ka naqsha banaane vaala ohdaadaar
- paiGambar-e-islaam aa.nhazarat sillii allaah alaihi vaala vasallam ka laqab jo nabuvvat se qabal logo.n kii amaante.n mahfuuz rakhne kii banaa par aap ko avaam kii taraf se mila tha
- mashhuur farishte hazrat jibri.il alaihi assalaam ka laqab jo Khudaa ka paiGaam be kam-o-kaasit nabii salaam ke paas pahunchaane par maamuur the
- firqa mahmuud ye vahidaa nayaa ke naamvar ulmaa ka laqab
Rhyming words of amiin
Compound words of amiin
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ameen, English meaning of amin
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
garden, cluster of trees, plantation
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Jo koi suragh malika ka lavega hazar ashrafi aur khilat (robe of honour) inam pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (amiin)
amiin
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone