Search results
Saved words
Showing results for "ambar"
Meaning ofSee meaning ambar in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22
Tags: Beautification Sculpture
English meaning of ambar
Sanskrit - Noun, Masculine, Pen Name
- clothes, chador
- covering, skin
- perfume
- sky
- sky, cloud, atmosphere
Noun, Feminine, Pen Name
- bangle made of ivory or horn of an animal
Sher Examples
so rahe the shahr bhī jañgal bhī jab
ro rahā thā niilā ambar TuuT kar
so rahe the shahr bhi jangal bhi jab
ro raha tha nila ambar TuT kar
niilā ambar chāñd sitāre bachchoñ kī jāgīreñ haiñ
apnī duniyā meñ to bas dīvāreñ hī zanjīreñ haiñ
nila ambar chand sitare bachchon ki jagiren hain
apni duniya mein to bas diwaren hi zanjiren hain
dhartī aur ambar par donoñ kyā ra.anā.ī baañT rahe the
phuul khilā thā tanhā tanhā chāñd ugā thā tanhā tanhā
dharti aur ambar par donon kya ranai banT rahe the
phul khila tha tanha tanha chand uga tha tanha tanha
اَمْبَر کے اردو معانی
Roman
سنسکرت - اسم، مذکر، تخلص
- آسمان :کرۂ ہوا، فضا، بادل
- لباس، چادر، غلاف اوڑھنا (پلیٹس)، عموماً مرکبات میں مستعمل، جیسے : با گھمبر (= باگھ + امبر)، سویت + امبر)، سویتامبر (= سویت + امبر) وغیرہ، دگمبرمرکب ہے دگ اور امبر سے اور دگ سنسکرت میں سمت کو کہتے ہیں اور امبر چدر کو
- عنبر، زعفران، ہونٹ، راجا کی پوشاک، دسواں نچھتر
اسم، مؤنث، تخلص
- (سنگھار) سینگ یا ہاتھی دانت کی چوڑی اور کوردار چوڑی جس کے گھیر پر سونے چاندی کی پٹی چڑھادی جاتی ہے. (عموماً مارواڑی ہندو عورتوں کا پہناوا)
فارسی - اسم، مؤنث
- (تیل) کولھو کی موری جس میں سے تیل رس کر باہرآتا ہے
Urdu meaning of ambar
Roman
- aasmaan hakurraa-e-hu.a, fizaa, baadal
- libaas, chaadar, Galaaf o.Dhnaa (pleTs), umuuman murakkabaat me.n mustaamal, jaise ha baa ghambar (= baagh + ambar), soviiyat + ambar), saviitaambar (= soviiyat + ambar) vaGaira, digambar murkkab hai dig aur ambar se aur dig sanskrit me.n simt ko kahte hai.n aur ambar chaddar ko
- ambar, zaafraan, honT, raajaa kii poshaak, dasvaa.n nachhattar
- (singhaar) siing ya haathiidaant kii chau.Dii aur kaurdaar chau.Dii jis ke gher par sone chaandii kii paTTii cha.Dhaadii jaatii hai. (umuuman maarvaa.Dii hinduu aurto.n ka pahnaavaa
- (tel) kolhuu kii morii jis me.n se tel ras kar baahar aataa hai
Synonyms of ambar
Rhyming words of ambar
Compound words of ambar
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darj
दर्ज
.دَرْج
(in a register or a book) entry, insertion
[ Apke kaamon se mutaalliq tamam hidayaten is kitabche mein darj hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dabaazat
दबाज़त
.دَبازَت
thickness, denseness
[ Wo kaghaz jiski dabazat ek inch ka bees hazarvan hissa ho chhapayi waghaira ke liye bilkul mauzoon hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarmaaya-daar
सरमाया-दार
.سَرْمایَہ دار
capitalist, rich, wealthy
[ Sarmayadar aajkal banking ke karobar mein bhi utar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
idaarat
इदारत
.اِدارَت
editorship of a newspaper or journal
[ Urdu ka mashhoor risala 'shayer' barson Ejaz Siddiqi ki idarat mein nikalta raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pidar
पिदर
.پِِدَر
father
[ Bachche jab bolna sikhen to unhen pidar ka name batana yaad kara dena chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baar-bardaar
बार-बरदार
.بار بَردْار
beast of burden, tranter
[ Zyada paison ki lalach mein jo log Arab mamalik mein ja nikalte hain wahan unhen kabhi bhi baar-bardar ka kaam bhi karna pad sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dabiiz
दबीज़
.دَبِیز
thick, strong (sheet or layer)
[ Garmiyon mein darwazon par dabeez parde daal diye jayen to garmi ka ehsas kam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruudaad
रूदाद
.رُوداد
presenting an appearance, occurence, incident
[ Sari rudad sun kar hi malik gharib ki madad karne par razi ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
darbaar
दरबार
.دَرْبار
royal court or audience hall, court of a noble, court
[ Badshahon ke darbar mein riaaya bhi maujood hoti thi aur badshah sabki mushkilen sunta tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taraddud
तरद्दुद
.تَرَدُّد
perplexity, anxious consideration, anxiety, trouble (of mind)
[ Naushad ke bukhar ko dekh kar mujhe taraddud hone laga hai ki koi pechida bimari na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ambar)
ambar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone