Search results
Saved words
Showing results for "'alaamat"
Meaning ofSee meaning 'alaamat in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'alaamat
Noun, Feminine
- mark, sign, token
- mark of identification, seal, stamp, trademark
- signs of vowels or diacritical points on letters
-
indication, symptom
Example • Zaat, mazhab waghaira ka ta'assub (discrimination) tang-nazar hone ki alamat hai
- index, badge, (computer), exponent, icon, code
- a cognizance, a badge, device, emblem, a coat of arms
- (Geometry) signs of multiplication etc.
- milestone to be placed on the road, detection, trace
- a flag, standard, insignia, distinctive feature
- (Metaphorically) penis
Explanatory Video
Sher Examples
mirī āvārgī hī mere hone kī alāmat hai
mujhe phir is safar ke ba.ad bhī koī safar denā
meri aawargi hi mere hone ki alamat hai
mujhe phir is safar ke baad bhi koi safar dena
chaah kā da.avā sab karte haiñ māneñ kyūñkar be-āsār
ashk kī surḳhī muñh kī zardī ishq kī kuchh to alāmat ho
chah ka dawa sab karte hain manen kyunkar be-asar
ashk ki surKHi munh ki zardi ishq ki kuchh to alamat ho
bahnoñ kī mohabbat kī hai azmat kī alāmat
rākhī kā hai tyauhār mohabbat kī alāmat
bahnon ki mohabbat ki hai azmat ki alamat
rakhi ka hai tyauhaar mohabbat ki alamat
phuul the rañg the lamhoñ kī sabāhat ham the
aise zinda the ki jiine kī alāmat ham the
phul the rang the lamhon ki sabahat hum the
aise zinda the ki jine ki alamat hum the
maut kī pahlī alāmat sāhib
yahī ehsās kā mar jaanā hai
maut ki pahli alamat sahib
yahi ehsas ka mar jaana hai
'अलामत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- वो चीज़ जो किसी चीज़ के अस्तित्व की तरफ़ इशारा करती हो, चिह्न, पता
- पहचान का चिह्न जो कारख़ाने आदि की तरफ़ से लगाया जाये, छाप, मुहर, लेबल, ट्रेड-मार्क
- वो चिह्न जिनसे अक्षारोंं की वेग को प्रकट किया जाये, मात्राएं
-
लक्षण, संकेत
उदाहरण • ज़ात, मज़हब वग़ैरा का तअस्सुब (पक्षपात) तंग-नज़र होने की अलामत है
- (साहित्य) कोई भी वस्तु, चरित्र या घटना, जो स्वयं के रूप में, स्वयं के अतिरिक्त किसी अन्य चीज़ का प्रतिनिधित्व करती हो
- (सुलेख) वो चिह्न जो निर्देशानुसार प्रतिलिपि पर लगाया जाता है ताकि लिखने वाला जान ले कि कौन सी सामाग्री किस तरह लिखना है
- (पुस्तकालय) संख्या (स्वर) आदि को प्रकट करने वाला वो संक्षिप्त चिह्न को पुस्तकालयोन में पुस्तकोंं की स्थिती निश्चित करने में सहायक होती है
- (ज्यामिति) गुणा-भाग आदि के चिह्न
- (चिकित्सा) रोग का चिह्न, बीमारी के लक्षण
- झंडा (प्रायः सवार फ़ौज का), प्रतीक, भेद प्रतीक (किसी अमीर या सरदार का )
- मील का पत्थर, दूरी का चिह्न जो सड़क पर लगाया जाये, खोज, सुराग़
- (लाक्षणिक) जननांग
عَلامَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- وہ چیز جو کسی امر یا چیز کے وجود کی طرف اشارہ کرتی ہو، نشان، پتا
- شناخت یا پہچان کا نشان جو کارخانے وغیرہ کی طرف سے لگایا جائے، چھاپ، مہر، لیبل، ٹریڈ مارک
- وہ نشان جن سے حروف کی حرکتوں کو ظاہر کیا جائے، اعراب، ماترا
-
آثار، نشانی
مثال • ذات، مذہب وغیرہ کا تعصب تنگ نظر ہونے کی علامت ہے
- دلیل، مظہر
- محرک، باعث، سبب
- (ادب) کوئی شے، کردار یا واقعہ جو بطور اپنے مجاز اپنے سے ماورا کسی اور شے کی نمائندگی کرے
- (صحافت) وہ نشان جو بطور ہدایت مسودے پر لگایا جاتا ہے تاکہ کاتب جان لے کہ کون سا مواد کس طرح لکھنا ہے، مثلاً تیر کا نشان جو جاری ہے کے لئے مخصوص ہے
- (کتب خانہ) اعداد (آواز) وغیرہ کو ظاہر کر نے والا وہ مختصر نشان کو کتب خانہ میں کتاب کا مقام معین کر نے مین مدد دیتا ہے
- (الجبرا) جمع، تفریق، ضرب، تقسیم، صفر وغیرہ کا نشان
- (طب) مرض کی نشانی، بیماری کے آثار
- جھنڈا (عموماً سوار فوج کا)، علم، امتیازی نشان (کسی رئیس یا سردار کا)
- میل کا پتھر، فاصلے کا نشان جو سڑک پر لگایا جائے، کھوج، سراغ
- (مجازاً) آلۂ تناسل
Urdu meaning of 'alaamat
- Roman
- Urdu
- vo chiiz jo kisii amar ya chiiz ke vajuud kii taraf ishaaraa kartii ho, nishaan, pata
- shanaaKht ya pahchaan ka nishaan jo kaarKhaane vaGaira kii taraf se lagaayaa jaaye, chhaap, mahar, lebal, TreD maark
- vo nishaan jin se huruuf kii harakto.n ko zaahir kiya jaaye, eraab, maatra
- aasaar, nishaanii
- daliil, mazhar
- muharrik, baa.is, sabab
- (adab) ko.ii shaiy, kirdaar ya vaaqiya jo bataur apne majaaz apne se maavara kisii aur shaiy kii numaa.indgii kare
- (sahaafat) vo nishaan jo bataur hidaayat musavvade par lagaayaa jaataa hai taaki kaatib jaan le ki kaun saa mavaad kis tarah likhnaa hai, masalan tiir ka nishaan jo jaarii hai ke li.e maKhsuus hai
- (kutub Khaanaa) aadaad (aavaaz) vaGaira ko zaahir karne vaala vo muKhtsar nishaan ko kutub Khaanaa me.n kitaab ka muqaam mu.iin karne main madad detaa hai
- (alajabraa) jamaa, tafriiq, zarab, taqsiim, sifar vaGaira ka nishaan
- (tibb) marz kii nishaanii, biimaarii ke aasaar
- jhanDaa (umuuman savaar fauj ka), ilam, imatiyaazii nishaan (kisii ra.iis ya sardaar ka
- mel ka patthar, faasle ka nishaan jo sa.Dak par lagaayaa jaaye, khoj, suraaG
- (majaazan) aalaa-e-tanaasul
Synonyms of 'alaamat
Rhyming words of 'alaamat
Related searched words
qisaas
the law of retaliation, lex talionis (used in contradistinction to diyat), capital punishment
qisaas-bil-atraaf
(فقہ) وہ قصاص کہ مدّعیٰ علیہ نے کسی کے ہاتھ یا پان٘و کاٹ ڈالے اور مدّعی اس کے عوض چاہتا ہے کہ مدّعیٰ علیہ کے بھی ہاتھ یا پان٘و کاٹے جائیں
Showing search results for: English meaning of alaamat, English meaning of alamat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('alaamat)
'alaamat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone