Search results
Saved words
Showing results for "'ajiib"
Meaning ofSee meaning 'ajiib in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ajiib
Adjective
Explanatory Video
Sher Examples
maiñ bhī bahut ajiib huuñ itnā ajiib huuñ ki bas
ḳhud ko tabāh kar liyā aur malāl bhī nahīñ
main bhi bahut ajib hun itna ajib hun ki bas
KHud ko tabah kar liya aur malal bhi nahin
ajiib shaḳhs hai nārāz ho ke hañstā hai
maiñ chāhtā huuñ ḳhafā ho to vo ḳhafā hī lage
ajib shaKHs hai naraaz ho ke hansta hai
main chahta hun KHafa ho to wo KHafa hi lage
dekhā hai zindagī ko kuchh itne qarīb se
chehre tamām lagne lage haiñ ajiib se
dekha hai zindagi ko kuchh itne qarib se
chehre tamam lagne lage hain ajib se
hai ajiib shahr kī zindagī na safar rahā na qayām hai
kahīñ kārobār sī dopahar kahīñ bad-mizāj sī shaam hai
hai ajib shahr ki zindagi na safar raha na qayam hai
kahin karobar si dopahar kahin bad-mizaj si sham hai
ajiib lutf kuchh aapas kī chheḌ-chhāḌ meñ hai
kahāñ milāp meñ vo baat jo bigāḌ meñ hai
ajib lutf kuchh aapas ki chheD-chhaD mein hai
kahan milap mein wo baat jo bigaD mein hai
'अजीब के हिंदी अर्थ
عَجِیب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- انوکھا، حیرت انگیز، طرفہ
Urdu meaning of 'ajiib
- Roman
- Urdu
- anokhaa, hairatangez, tarfaa
Synonyms of 'ajiib
Antonyms of 'ajiib
Compound words of 'ajiib
Showing search results for: English meaning of ajeeb, English meaning of ajib
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shujaa'at
शुजा'अत
.شُجَاعَت
bravery, valour, chivalry
[ Umar ki shujaa'at ki kahani abhi bhi yaad ki jati hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'timaad
ए'तिमाद
.اِعْتِماد
confidence, faith, trust, reliance, dependence
[ Mauqa-parast shakhs etimad ke laaeq nahin hota ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-suluukii
बद-सुलूकी
.بَدْ سُلوکی
bad behaviour, misbehaviour, ill-treatment
[ Karim school mein aksar naadar bachchon ke sath bad-suluki se pesh aata hai ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naadaar
नादार
.نادار
poor, needy, penniless
[ Hukumat ne naadar aur muflis ke bahut sari schemen bana rakhi hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajallii
तजल्ली
.تَجَلّی
manifestation, appearance
[ Aqidat-mand (devotee) log peer ki ek tajalli pane ke liye beqarar hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aavaza
मु'आवज़ा
.مُعاوَضَہ
compensation
[ Rail hadsa mein mahlukin (deceased) ke rishtadaron ne mu'aavza manga ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kunjii
कुंजी
.کُن٘جی
solution (to), guide
[ aaj-kal bachche sirf kunji padh kar hi imtihan dena chahte hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vazaahat
वज़ाहत
.وَضاحَت
explanation, elucidation
[ Sanskrit ashlokon ki vazahat sab ke bas ki baat nahin ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mauqa'-parast
मौक़ा'-परस्त
.مَوْقَعْ پَرَسْتْ
opportunist
[ Muaqa parast ghundon ne bhi har Urdu bolne walon ko Maghribi Pakistan ka agent banaya ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
be-qaraar
बे-क़रार
.بے قَرار
restless, uneasy, discomposed
[ log Mahatma ki ek jhalak pane ke liye beqarar hain ]
![vocabulary](/Content/assets/img/vocabulary_new.gif)
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('ajiib)
'ajiib
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone