Meaning ofSee meaning abtar in English, Hindi & Urdu
English meaning of abtar
Sher Examples
nahīñ badlāv ke āsār kuchh bhī
abhī hālāt abtar dekhtā huuñ
nahin badlaw ke aasar kuchh bhi
abhi haalat abtar dekhta hun
abtar hai ye dīvāñ to miyāñ-'mus.hafī' saarā
anjām kī kyā kahte ho āġhāz to dekho
abtar hai ye diwan to miyan-'mushafi' sara
anjam ki kya kahte ho aaghaz to dekho
miTā.e dīda-o-dil donoñ mere ashk-e-ḳhūnīñ ne
ajab ye tifl abtar thā na ghar rakkhā na dar rakkhā
miTae dida-o-dil donon mere ashk-e-KHunin ne
ajab ye tifl abtar tha na ghar rakkha na dar rakkha
अबतर के हिंदी अर्थ
اَبْتَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بے نام و نشاں
- بے اولاد
- منتشر، پراگندہ، بد، آوارہ، بد شعار، بد چلن
- پریشان و حیران، خستہ، تباہ و برباد
Urdu meaning of abtar
- Roman
- Urdu
- benaam-o-nishaa.n
- beaulaad
- muntshir, paraagandaa, bad, aavaaraa, badshi.aar, badachlan
- pareshaan-o-hairaan, Khastaa, tabaah-o-barbaad
Synonyms of abtar
Antonyms of abtar
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rishvat
रिश्वत
.رِشْوَت
gift for corrupting a judge, a bribe
[ Har mahine tankhvah ke alawa taqriban bees hazar rupaye rishvat mein mil jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shar
शर
.شَر
evil, wrongdoing, badness
[ Zamin par hone vale sab jhagde aur dange aadmi ke shar-pasand hone ke suboot hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shoKH
शोख़
.شوخ
playful, naughty, sprightly, cheerful
[ Bachche ki adaten thodi shokh hon to achchhi lagti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar jaise thithure huye khade nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aahada
मु'आहदा
.مُعاہَدَہ
contract, covenant, agreement, confederacy, alliance
[ Donon fariq ke darimyan ye muahada hua ki vo ek dusre ke muamale mein dakhl na den ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir-KHvaar
शीर-ख़्वार
.شِیر خوار
a suckling, infant, babe
[ Bahut chhota bachcha jis ki khurak dudh hi ho use shir-khwar kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shutar
शुतर
.شُتَر
camel
[ Shuturmurgh aisa parinda hai jiski gardan aur tangen oont ke mushabeh hoti hain isi liye use shuturmurgh kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dasht
दश्त
.دَشْت
desert, a steppe, an arid plain, a forest
[ Ye ek aisa ilaqa hai jahan hare-bhare jangalat, dasht-o-bayaban sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaaduu-nigaah
जादू-निगाह
.جادُو نِگاہ
glance which casts a charm, spell
[ Rahim ek jadu-nigah hasina ke aankhon ke tir se ghayal ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (abtar)
abtar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone