Search results
Saved words
Showing results for "aazurda"
Meaning ofSee meaning aazurda in English, Hindi & Urdu
English meaning of aazurda
Sher Examples
āzurda kuchh haiñ shāyad varna huzūr mujh se
kyuuñ muñh phulā rahā hai vo gul-ezār apnā
aazurda kuchh hain shayad warna huzur mujh se
kyun munh phula raha hai wo gul-ezar apna
ġhairoñ kī shikasta hālat par hañsnā to hamārā sheva thā
lekin hue ham āzurda bahut jab apne ghar kī baat chalī
ghairon ki shikasta haalat par hansna to hamara shewa tha
lekin hue hum aazurda bahut jab apne ghar ki baat chali
be-muravvat tujhe āzurda kareñge ham log
ye tirī nāzukī-e-tab.a kī ījād haiñ sab
be-murawwat tujhe aazurda karenge hum log
ye teri nazuki-e-taba ki ijad hain sab
hāl-e-dil sun ke vo āzurda haiñ shāyad un ko
is hikāyat pe shikāyat kā gumāñ guzrā hai
haal-e-dil sun ke wo aazurda hain shayad un ko
is hikayat pe shikayat ka guman guzra hai
mirī bātoñ se ab āzurda na honā saaqī
is ghaḌī aql mirī mujh se judā phirtī hai
meri baaton se ab aazurda na hona saqi
is ghaDi aql meri mujh se juda phirti hai
आज़ुर्दा के हिंदी अर्थ
آزُرْدَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، واحد
- خفا، ناراض، ناخوش
-
رنجیدہ، افسردہ، اداس، مایوس
مثال • پھر کچھ آرزدہ ہوتے ہوئے کہا سرکار آپ لوگ دولت والے ہو، پڑھے لکھے ہو اس لیے مجھے بے وقوف بنا سکتے ہو • اپنوں کی بے وفائی دل کو آزردہ کر دیتی ہے
Urdu meaning of aazurda
- Roman
- Urdu
- Khafaa, naaraaz, naaKhush
- ranjiidaa, afsurda, udaas, maayuus
Synonyms of aazurda
See AllAntonyms of aazurda
See AllCompound words of aazurda
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aajurda, English meaning of ajurda
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nataa.ij
नताइज
.نَتائِج
results, consequences, outcome
[ Intikhabat (Election) ki tamam nishiston (Seats) ke nataej aa gaye hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
filhaal
फ़िलहाल
.فِی الْحال
at the moment, as of now, now
[ Filhal mashriq-e-vusta ke halat achche nahin hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaamil
कामिल
.کامِل
perfect, mature, entire, expert, skilled person, skillful
[ Badhayi, kumhar waghaira ilm-e-dast-kaari (Handicraft Art) mein kamil hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dastuur
दस्तूर
.دَسْتُور
constitution, rule, regulation
[ Daai kahne lagi ki hamari malika ka jitna karkhana tumne dekha sab isi dastur se jari hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haalaat
हालात
.حالات
circumstances, conditions, state of affairs
[ Zahin shakhs apni zihanat ke zariya mushkil haalaat par bhi qabu pa leta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zahiin
ज़हीन
.ذَہِین
intelligent, ingenious
[ Husn-Ara zahin aur samajhdar hone ke alawa nek-zaat bhi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarij
ख़ारिज
.خارِج
rejected, excluded, expelled
[ Mulzim be-qusoor sabit hua isliye muqadma adalat se kharij kar diya gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittilaa'
इत्तिला'
.اِطَّلاع
information, intimation
[ Chori ke mutalliq police ko ghalat ittila mili ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dastkaarii
दस्तकारी
.دَسْتکاری
handicraft
[ Badhayi, kumhar waghaira ilm-e-dast-kari mein kamil hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aazurda)
aazurda
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone